Pee ke daras ko taras raheen ankhiyaan

पी के दरस को तरस रहीं अँखियाँ
Work
Year
Language

ल: कभी ख़ामोश रहते हैं
कभी हम आह भरते हैं
किसी के वास्ते क्‌या-क्‌या सितम
इस दिल पे करते हैं

जो वो नज़रों में नज़रें डाल कर
ख़ुद हम से ये पूछें
तो दिल पे हाथ रख कर
हम भी कह दें

male: क्‌या

ल: तुम पे मरते हैं

male: वाह वाह वाह
सुबहान अल्लाह

ल: पी के दरस को तरस रहीं अंखियाँ -2
( तरस रहीं अंखियाँ
बरस रहीं अंखियाँ ) -2
पी के दरस को तरस रहीं अंखियाँ

कोई क़दमों में उनके जा के
रख आये मेरे दिल को
के उनके सामने खुलती नहीं
ज़ालिम ज़बाँ मेरी

पी के दरस को तरस रहीं अंखियाँ -2
( तरस रहीं अंखियाँ
बरस रहीं अंखियाँ ) -2
पी के दरस को तरस रहीं अंखियाँ

किसी का हो के भी
उससे जुदा रहना ही पड़ता है
मोहब्बत ने दिया जो ग़म
वो ग़म सहना ही पड़ता है

कहाँ तक दर्द-ए-दिल कोई
छुपाये अपने सीने में
तड़प उठता है जब ये दिल
तो ये कहना ही पड़ता है

male: क्‌या

ल: पी के दरस को तरस रहीं अंखियाँ -2
( तरस रहीं अंखियाँ
बरस रहीं अंखियाँ ) -2
पी के दरस को तरस रहीं अंखियाँ

la: kabhī khāmośh rahte haiṅ
kabhī ham āh bharte haiṅ
kisī ke vāste k‌yā-k‌yā sitam
is dil pe karte haiṅ

jo vo nazroṅ meṅ nazreṅ ḍāl kar
khud ham se ye pūchheṅ
to dil pe hāth rakh kar
ham bhī kah deṅ

male: k‌yā

la: tum pe marte haiṅ

male: vāh vāh vāh
subhān allāh

la: pī ke daras ko taras rahīṅ aṅkhiyāṇ -2
( taras rahīṅ aṅkhiyāṇ
baras rahīṅ aṅkhiyāṇ ) -2
pī ke daras ko taras rahīṅ aṅkhiyāṇ

koī qadmoṅ meṅ unke jā ke
rakh āye mere dil ko
ke unke sāmne khultī nahīṅ
zālim zabāṇ merī

pī ke daras ko taras rahīṅ aṅkhiyāṇ -2
( taras rahīṅ aṅkhiyāṇ
baras rahīṅ aṅkhiyāṇ ) -2
pī ke daras ko taras rahīṅ aṅkhiyāṇ

kisī kā ho ke bhī
usse judā rahnā hī paṛtā hai
mohabbat ne diyā jo ġham
vo ġham sahnā hī paṛtā hai
ā
kahāṇ tak dard-e-dil koī
chhupāye apne sīne meṅ
taṛap uṭhtā hai jab ye dil
to ye kahnā hī paṛtā hai

male: k‌yā

la: pī ke daras ko taras rahīṅ aṅkhiyāṇ -2
( taras rahīṅ aṅkhiyāṇ
baras rahīṅ aṅkhiyāṇ ) -2
pī ke daras ko taras rahīṅ aṅkhiyāṇ