śhammā jaltī hai jale, rāt ḍhaltī hai ḍhale
chhoṛ ke aisī mahafil, ham nahīṅ jāne vāle
hāy
hāy hāy hāy ye nigāheṅ
kar de śharābī jise chāheṅ jise chāheṅ
maiṅ to bhūl gayā rāheṅ
hāy hāy hāy ye nigāheṅ …
rāt hasīṅ hai javāṇ haiṅ nazāre
jhūm chale ham dil ke sahāre
āj koī hamko na pukāre
e he he he
tobā tobā, ye nigāheṅ
may kī botal jaisī bāheṅ
hāy!
hāy hāy hāy ye nigāheṅ …
yūṇ jo samā bahkā bahkā ho
ham bhī zarā bahke to mazā ho
e he he he he huṇ huṇ huṇ
yūṇ jo samā bahkā bahkā ho
ham bhī zarā bahke to mazā ho
āṇkh piye aur dil ko naśhā ho
roktī haiṅ merī rāheṅ
may kī botal jaisī bāheṅ
hāy!
hāy hāy hāy ye nigāheṅ …