Patlee kamar chiknaa badan tirchhee nazar hai

पतली कमर चिकना बदन तिरछी नज़र है
Work
Year
Language

पतली कमर चिकना बदन तिरछी नज़र है
मस्ती भरी तेरी बाली उमर है
ये कोंदया बा ये कोंदया शो ये कोंदया
बा बा बा बा रे कोंदया शो
शो शो शो
ये कोंदया बा
बा बा बा
ये कोंदया शो
शो शो शो
ये कोंदया बा बा बा बा रे कोंदया शो
हां जिया मेरा धड़क धड़क जाए रे
अरे शोला कोई भड़क भड़क जाए रे
हाय रे हाय रे जान मेरी तड़प तड़प जाए रे
ज़रा सी प्यास बुझा दे आजा मेरी जान
आँखों में लाज का सुरमा
होंठों पे गुलों की लाली
ऐ देख मेरी छमिया तेरा यार इधर है
आग लगी दिल में बड़ा प्यासा जिगर है
ज़रा सा झुमका हिला
ज़रा सा ठुमका लगा
ये काली ज़ुल्फ़ हटा नखरे ना दिखा
हाय तू जो बलखाए हमें आए बड़ा मज़ा
तू जो लहराए रानी छाए कोई नशा
हां अंग है तेरा जादुई रंग है तेरा जादुई
हमपे दीवानी ऐसा जादू ना चला
हे पतली कमर …

मटक मटक मटक तू जो चले रे
अरे रे रे चटक चटक चटक बदन जले रे
हाय रे हाय रे हाय रे आके हमें लगा ले तू गले रे
काहे को दूर खड़ी है पास आ ज़रा
जा रे जा छोड़ दे पीछा ऐसे तो डाल न दाने
जाने दे ना ज़ुल्मी मेरा प्यार उधर है
कित्ते दिनों से मेरी उसपे नज़र है
अरे उसको बताना वो ही मेरा दीवाना
है उसके पास जाना रोक ना मुझे
हे नज़रें मिला के नज़र मोड़ के न जा
ऐसे में अकेले हमें छोड़ के न जा
ये जवानी उई उई छू ना मुझे मैं छुई मुई
दूर से तू देख मगर हाथ ना लगा
पतली कमर …

patlī kamar chiknā badan tirchhī nazar hai
mastī bharī terī bālī umar hai
ye koṅdyā bā ye koṅdyā śho ye koṅdyā
bā bā bā bā re koṅdyā śho
śho śho śho
ye koṅdyā bā
bā bā bā
ye koṅdyā śho
śho śho śho
ye koṅdyā bā bā bā bā re koṅdyā śho
hāṅ jiyā merā dhaṛak dhaṛak jāe re
are śholā koī bhaṛak bhaṛak jāe re
hāy re hāy re jān merī taṛap taṛap jāe re
zarā sī pyās bujhā de ājā merī jān
āṇkhoṅ meṅ lāj kā surmā
hoṅṭhoṅ pe guloṅ kī lālī
ai dekh merī chhamiyā terā yār idhar hai
āg lagī dil meṅ baṛā pyāsā jigar hai
zarā sā jhumkā hilā
zarā sā ṭhumkā lagā
ye kālī zulf haṭā nakhre nā dikhā
hāy tū jo balkhāe hameṅ āe baṛā mazā
tū jo lahrāe rānī chhāe koī naśhā
hāṅ aṅg hai terā jāduī raṅg hai terā jāduī
hampe dīvānī aisā jādū nā chalā
he patlī kamar …

maṭak maṭak maṭak tū jo chale re
are re re chaṭak chaṭak chaṭak badan jale re
hāy re hāy re hāy re āke hameṅ lagā le tū gale re
kāhe ko dūr khaṛī hai pās ā zarā
jā re jā chhoṛ de pīchhā aise to ḍāl na dāne
jāne de nā zulmī merā pyār udhar hai
kitte dinoṅ se merī uspe nazar hai
are usko batānā vo hī merā dīvānā
hai uske pās jānā rok nā mujhe
he nazreṅ milā ke nazar moṛ ke na jā
aise meṅ akele hameṅ chhoṛ ke na jā
ye javānī uī uī chhū nā mujhe maiṅ chhuī muī
dūr se tū dekh magar hāth nā lagā
patlī kamar …