पथ भूला इक आया मुसाफ़िर लेके मेरा मन दूर चला
बिखरे सपने रह गईं यादें रात से पहले चांद ढला
कोई न समझे कोई न जाने दिल की लगी है क्या
लाख छुपाओ छुप न सके ये प्रेम का रोग बुरा
पथ भूला इक आया …
उसके आगे इन अँखियों ने दुख सौ बार कहा
पर वो नादाँ कुछ भी न समझा हाय रे भाग मेरा
पथ भूला इक आया …
path bhūlā ik āyā musāfir leke merā man dūr chalā
bikhre sapne rah gaīṅ yādeṅ rāt se pahle chāṅd ḍhalā
koī na samjhe koī na jāne dil kī lagī hai kyā
lākh chhupāo chhup na sake ye prem kā rog burā
path bhūlā ik āyā …
uske āge in aṇkhiyoṅ ne dukh sau bār kahā
par vo nādāṇ kuchh bhī na samjhā hāy re bhāg merā
path bhūlā ik āyā …