पड़ोसन के घर कल रात भर बजती रहीं चूड़ियां
छन छना छन छन छन छना छन छन
जलती रही मैं मचलती रही मैं बजती रहीं चूड़ियां
छन छना छन छन छन छना छन छन
करवट बदलती रही नींद ना आई
निकली कई बार दिल से दुहाई
कभी ऐसे कभी वैसे ढल गया वक़्त हो गई सहर
पड़ोसन के घर …
मैं हाल अपना बताऊं तो कैसे
दर्द-ए-जिगर भी दिखाऊं तो कैसे
वो न जाने वो न माने मेरा दिलबर बड़ा बेखबर
पड़ोसन के घर …
paṛosan ke ghar kal rāt bhar bajtī rahīṅ chūṛiyāṅ
chhan chhanā chhan chhan chhan chhanā chhan chhan
jaltī rahī maiṅ machaltī rahī maiṅ bajtī rahīṅ chūṛiyāṅ
chhan chhanā chhan chhan chhan chhanā chhan chhan
karavaṭ badaltī rahī nīṅd nā āī
niklī kaī bār dil se duhāī
kabhī aise kabhī vaise ḍhal gayā vaqt ho gaī sahar
paṛosan ke ghar …
maiṅ hāl apnā batāūṅ to kaise
dard-e-jigar bhī dikhāūṅ to kaise
vo na jāne vo na māne merā dilbar baṛā bekhabar
paṛosan ke ghar …