Pardesiyonse naa akhiyaan milaanaa

परदेसियोंसे ना अखियाँ मिलाना
Year
Language

परदेसीयों से ना अखियाँ मिलाना
परदेसीयों को है एक दिन जाना

हम ने यही एक बार किया था
एक परदेसी से प्यार किया था
ऐसे जलाये दिल जैसे परवाना

ये बाबूल का देस छुड़ाये
देस से ये परदेस बुलाये
हाये, सुने ना ये कोई बहाना

pardesīyoṅ se nā akhiyāṇ milānā
pardesīyoṅ ko hai ek din jānā

ham ne yahī ek bār kiyā thā
ek pardesī se pyār kiyā thā
aise jalāye dil jaise parvānā

ye bābūl kā des chhuṛāye
des se ye pardes bulāye
hāye, sune nā ye koī bahānā