परदेसिया इतना बता सजना ... तेरी कौन हूँ मैं
परदेसिया इतना बता सजना
कुदरत की चुनरी लहराई पूछ रही पागल पुरवाई
हो परदेसिया परदेसिया इतना बता सजना
तेरी कौन हूँ मैं
मेरी रिश्तों में तेरी साँसों की हैं डोरियां
मेरी जान है तू ये जान ले तू
जो न तुझे देखूं ये दिल न माने
मिलने के बनाए क्या क्या बहाने
मैने तो ये सोचा समझा है जानां
तेरे लिए दिल क्यूं इतना दीवाना
मितवा मितवा
तेरी प्रीत में जादू जादू हो जाए मेरा मन बेकाबू
जादू जादू
ओ मेरे ढोलना दुनिया से जा बोलना
तेरी कौन हूँ मैं …
तेरे लिए छोड़ी सारी खुदाई तेरी हो के हो गई मैं सबसे पराई
दीवानी इस मौज पे किसका है पहरा
मिलने की घड़ी है पल भी है ठहरा
मितवा
आया जो मौसम सिंदूरी मेहंदी रची हुई चाहत पूरी
ओ हो जिंद मेरिये जिंद मेरिये रब से ये मैने कहा
मेरी जान है तू …
pardesiyā itnā batā sajnā
kudarat kī chunrī lahrāī pūchh rahī pāgal purvāī
ho pardesiyā pardesiyā itnā batā sajnā
terī kaun hūṇ maiṅ
merī riśhtoṅ meṅ terī sāṇsoṅ kī haiṅ ḍoriyāṅ
merī jān hai tū ye jān le tū
jo na tujhe dekhūṅ ye dil na māne
milne ke banāe kyā kyā bahāne
maine to ye sochā samjhā hai jānāṅ
tere lie dil kyūṅ itnā dīvānā
mitvā mitvā
terī prīt meṅ jādū jādū ho jāe merā man bekābū
jādū jādū
o mere ḍholnā duniyā se jā bolnā
terī kaun hūṇ maiṅ …
tere lie chhoṛī sārī khudāī terī ho ke ho gaī maiṅ sabse parāī
dīvānī is mauj pe kiskā hai pahrā
milne kī ghaṛī hai pal bhī hai ṭhahrā
mitvā
āyā jo mausam siṅdūrī mehaṅdī rachī huī chāhat pūrī
o ho jiṅd meriye jiṅd meriye rab se ye maine kahā
merī jān hai tū …