परदेसी मैने मोहब्बत कर ली
परदेसी मैने मोहब्बत कर ली कर ली परदेसी
परदेसी
कहीं प्यार न हो जाए
परदेसी परदेसी मैने मोहब्बत कर ली कर ली परदेसी
ओ तूने छेड़े हैं दिल के तार जिया ऐसा किया बेकरार
तू भी जवां मैं भी जवां रुत है प्यार की
परदेसी परदेसी …
लाऊंगा मैं चाँद तारे कहते हैं ये प्रेमी सारे
मुझको ये कहना नहीं आँखों में सब लिखा है
कर ले यकीं तू ये चेहरा मेरा आईना है
ओ दिल धड़के मेरा बार बार
तू भी सुन ले ये दिल की पुकार
ज़िंदगी की हर खुशी तुझ पे वार दी
परदेसी परदेसी …
सांवरिया रे ओ सांवरिया
ले गया दिल तू ओ सांवरिया
आँखों में लिखा था पढ़ नहीं पाए
बात इतनी सी कह नहीं पाए
परदेसी
आज कहना पड़ा मेरे यार
तू ही है मेरे दिल का करार
साँसे बन गई यारा धुन ये प्यार की
परदेसी परदेसी …
हे हे
परदेसी परदेसी …
ओ कहना चाहा था कह ना सका
बिन कहे आज रह ना सका
आजा गले लग जा तू है मेरी ज़िंदगी
परदेसी परदेसी …
pardesī maine mohabbat kar lī kar lī pardesī
pardesī
kahīṅ pyār na ho jāe
pardesī pardesī maine mohabbat kar lī kar lī pardesī
o tūne chheṛe haiṅ dil ke tār jiyā aisā kiyā bekrār
tū bhī javāṅ maiṅ bhī javāṅ rut hai pyār kī
pardesī pardesī …
lāūṅgā maiṅ chāṇd tāre kahte haiṅ ye premī sāre
mujhko ye kahnā nahīṅ āṇkhoṅ meṅ sab likhā hai
kar le yakīṅ tū ye chehrā merā āīnā hai
o dil dhaṛke merā bār bār
tū bhī sun le ye dil kī pukār
ziṅdgī kī har khuśhī tujh pe vār dī
pardesī pardesī …
sāṅvriyā re o sāṅvriyā
le gayā dil tū o sāṅvriyā
āṇkhoṅ meṅ likhā thā paṛh nahīṅ pāe
bāt itnī sī kah nahīṅ pāe
pardesī
āj kahnā paṛā mere yār
tū hī hai mere dil kā karār
sāṇse ban gaī yārā dhun ye pyār kī
pardesī pardesī …
he he
pardesī pardesī …
o kahnā chāhā thā kah nā sakā
bin kahe āj rah nā sakā
ājā gale lag jā tū hai merī ziṅdgī
pardesī pardesī …