Parbat se kaalee ghataa takraaeepaanee ne kaisee ye aag lagaaee

परबत से काली घटा टकराईपानी ने कैसी ये आग लगाई
Work
Year
Language

आ आ परबत से काली घटा टकराई पानी ने कैसी ये आग लगाई
हाय आग लगाई
दिल देने दिल लेने की रुत आई
परबत से काली घटा …

मारे शरम के मैं तो सिमट गई
चुनरी मेरी मुझसे लिपट गई
ऐसे में तूने जो ली अंगड़ाई
आग लगाई
दिल देने दिल लेने की रुत आई
परबत से काली घटा …

मस्ती में आके मैं झूम लूंगा
रोको मुझे मैं तुम्हें चूम लूंगा
मस्ती में आके मैं झूम लूंगी
रोको मुझे मैं तुम्हें चूम लूंगी
छेड़ो ना मुझको यूं छोड़ो कलाई
आग लगाई
दिल देने दिल लेने की रुत आई
परबत से काली घटा …

ā ā parbat se kālī ghaṭā ṭakrāī pānī ne kaisī ye āg lagāī
hāy āg lagāī
dil dene dil lene kī rut āī
parbat se kālī ghaṭā …

māre śharam ke maiṅ to simaṭ gaī
chunrī merī mujhse lipaṭ gaī
aise meṅ tūne jo lī aṅgaṛāī
āg lagāī
dil dene dil lene kī rut āī
parbat se kālī ghaṭā …

mastī meṅ āke maiṅ jhūm lūṅgā
roko mujhe maiṅ tumheṅ chūm lūṅgā
mastī meṅ āke maiṅ jhūm lūṅgī
roko mujhe maiṅ tumheṅ chūm lūṅgī
chheṛo nā mujhko yūṅ chhoṛo kalāī
āg lagāī
dil dene dil lene kī rut āī
parbat se kālī ghaṭā …