Title (Indic)तेरे होंठों के दो फूल प्यारे प्यारे WorkParas Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Mukesh Performer Lata Mangeshkar LyricsHindiतेरे होंठों के दो फूल प्यारे प्यारे मेरे प्यार की बहारों के नज़ारे अब मुझे चमन से क्या लेना, क्या लेना तेरी आँखों के दो तारे प्यारे प्यारे मेरी रातों के चमकते सितारे अब मुझे गगन से क्या लेना, क्या लेना तेरी काया कंचन कंचन, किरणों का है जिसमें बसेरा तेरी साँसें महकी महकी, तेरी ज़ुल्फों में खुशबू का डेरा तेरा महके अंग अंग, जैसे सोने में सुगंध मुझे चंदनबन से क्या लेना, क्या लेना मैने देखा जबसे तुझको मेरे सपने हुये सिंदूरी तुझे पा के मेरे जीवनधन, हर कमी हुई मेरी पूरी पिया एक तेरा प्यार, मेरे सोलह सिंगार मुझे अब दर्पन से क्या लेना, क्या लेना तेरा मुखड़ा दमके चमके, जैसे सागर पे चमके सवेरा तेरी बाँहें प्यार के झूले, तेरी बाँहों में झूले मन मेरा तेरी मीठी हर बात, रस की है बरसात हमें अब सावन से क्या लेना, क्या लेना हमें क्या लेना, क्या लेना Englishtere hoṅṭhoṅ ke do phūl pyāre pyāre mere pyār kī bahāroṅ ke nazāre ab mujhe chaman se kyā lenā, kyā lenā terī āṇkhoṅ ke do tāre pyāre pyāre merī rātoṅ ke chamakte sitāre ab mujhe gagan se kyā lenā, kyā lenā terī kāyā kaṅchan kaṅchan, kirṇoṅ kā hai jismeṅ baserā terī sāṇseṅ mahkī mahkī, terī zulphoṅ meṅ khuśhbū kā ḍerā terā mahke aṅg aṅg, jaise sone meṅ sugaṅdh mujhe chaṅdanaban se kyā lenā, kyā lenā maine dekhā jabse tujhko mere sapne huye siṅdūrī tujhe pā ke mere jīvandhan, har kamī huī merī pūrī piyā ek terā pyār, mere solah siṅgār mujhe ab darpan se kyā lenā, kyā lenā terā mukhaṛā damke chamke, jaise sāgar pe chamke saverā terī bāṇheṅ pyār ke jhūle, terī bāṇhoṅ meṅ jhūle man merā terī mīṭhī har bāt, ras kī hai barsāt hameṅ ab sāvan se kyā lenā, kyā lenā hameṅ kyā lenā, kyā lenā