Title (Indic)मिला है किसी का झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे WorkParakh Year1960 LanguageHindi Credits Role Artist Music Salil Chowdhury Performer Lata Mangeshkar Writer Shailendra LyricsHindiमिला है किसी का झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे नीम तले ओ सच्चे मोती वाला झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे नीम तले सुनो क्या कहता है झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे नीम तले मिला है किसी का … प्यार का हिंडोला यहाँ झूल गए नैना सपने जो देखे मुझे भूल गए नैना -2 हाय रे बेचारा झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे … जीवन भर का नाता परदेसिया से जोड़ा आप गई पिया संग मुझे यहाँ छोड़ा -2 पड़ा है अकेला झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे … हाय रे ये प्रीत की है रीत जाने कैसी तन-मन हार जाने में है जीत जाने कैसी -2 जाने ने बेचारा झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे … Englishmilā hai kisī kā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare nīm tale o sachche motī vālā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare nīm tale suno kyā kahtā hai jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare nīm tale milā hai kisī kā … pyār kā hiṅḍolā yahāṇ jhūl gae nainā sapne jo dekhe mujhe bhūl gae nainā -2 hāy re bechārā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare … jīvan bhar kā nātā pardesiyā se joṛā āp gaī piyā saṅg mujhe yahāṇ chhoṛā -2 paṛā hai akelā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare … hāy re ye prīt kī hai rīt jāne kaisī tan-man hār jāne meṅ hai jīt jāne kaisī -2 jāne ne bechārā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare …