परबतों पे बादलों की ज़ुल्फ़ खुल गई ... और हम तुम्
परबतों पे बादलों की ज़ुल्फ़ खुल गई
ओस जगमगाई शाख शाख धुल गई
जागे नज़ारे जागी बहारें जागे ज़मीं आसमां
और हम तुम और हम तुम और हम तुम
ठंडी हवाएं उजली फ़िज़ाएं महका हुआ ये समां
और हम तुम
गाता है मौसम गाते हैं पंछी गाती हैं ये वादियां
और हम तुम
फूल की कोई किरण जो चूमने लगी
ज़िंदगी बहार बन के झूमने लगी
राहों में रंगों और खुश्बुओं के निकले हसीं कारवां
और हम तुम …
हो गई है रेशमी ये नर्म रोशनी
साँस में घुला हुआ है गीत सा कोई
खोई दिशाएं खोई हैं राहें खोए हैं सारे निशां
और हम तुम …
parabtoṅ pe bādloṅ kī zulf khul gaī
os jagamgāī śhākh śhākh dhul gaī
jāge nazāre jāgī bahāreṅ jāge zamīṅ āsmāṅ
aur ham tum aur ham tum aur ham tum
ṭhaṅḍī havāeṅ ujlī fizāeṅ mahkā huā ye samāṅ
aur ham tum
gātā hai mausam gāte haiṅ paṅchhī gātī haiṅ ye vādiyāṅ
aur ham tum
phūl kī koī kiraṇ jo chūmne lagī
ziṅdgī bahār ban ke jhūmne lagī
rāhoṅ meṅ raṅgoṅ aur khuśhbuoṅ ke nikle hasīṅ kārvāṅ
aur ham tum …
ho gaī hai reśhmī ye narm rośhnī
sāṇs meṅ ghulā huā hai gīt sā koī
khoī diśhāeṅ khoī haiṅ rāheṅ khoe haiṅ sāre niśhāṅ
aur ham tum …