Papiyaan japhiyaan paalen ham ankhiyon ke pench

पपियां जफियां पालें हम अंखियों के पेंच्
Work
Year
Language

आ पपियां जफियां पालें हम अंखियों के पेंच लड़ा लें हम
दिल में है खलबली ओ मेरी चुलबुली खुल के मिलें आज हम
अड़िप्पा
पपियां झफियां पालें …

दिल में है खलबली मैं तेरी चुलबुली खुल के मिलें आज हम
अड़िप्पा
पपियां झफियां पालें …

हाँ बहकने दे मुझे है नशा प्यार का
बहक जा प्यार से ये नशा प्यार का
दिल में है खलबली …

हाँ तूने जो देखा है तो खुमार आ गया
अरे तेरी बाहों में आ के करार आ गया
दिल में है खलबली …

ā papiyāṅ japhiyāṅ pāleṅ ham aṅkhiyoṅ ke peṅch laṛā leṅ ham
dil meṅ hai khalablī o merī chulbulī khul ke mileṅ āj ham
aṛippā
papiyāṅ jhaphiyāṅ pāleṅ …

dil meṅ hai khalablī maiṅ terī chulbulī khul ke mileṅ āj ham
aṛippā
papiyāṅ jhaphiyāṅ pāleṅ …

hāṇ bahakne de mujhe hai naśhā pyār kā
bahak jā pyār se ye naśhā pyār kā
dil meṅ hai khalablī …

hāṇ tūne jo dekhā hai to khumār ā gayā
are terī bāhoṅ meṅ ā ke karār ā gayā
dil meṅ hai khalablī …