पंछी सुर में गाते हैं ... ऐसे मुस्कुराती है
पंछी सुर में गाते हैं
भंवरे गुनगुनाते हैं
घुंघरू बजाती है हवा
ऐसे मुस्कुराती है यूं फ़िज़ा बुलाती है
जैसे हो ये मेरी दिलरुबा
देखो क्या घनेरे ऊँचे ऊँचे परबतों के साए हैं
चलके यूं मचल के रंग बदल के
हमसे मिलने आए हैं
खुह्बू है बहारों की
मस्ती है नज़ारों की
सबके दिल पे छाया है नशा
अरे ऐसे मुस्कुराती है …
नैया बिन खिवैया जाने कैसे साहिलों पे आती है
धारा इस नदी की हर किसी को इक दिन तो मिलाती है
सच्ची ये कहानी है
पानी ज़िंदगानी है
सारे जग को है ये पता
हो ऐसे मुस्कुराती है …
paṅchhī sur meṅ gāte haiṅ
bhaṅvre gungunāte haiṅ
ghuṅghrū bajātī hai havā
aise muskurātī hai yūṅ fizā bulātī hai
jaise ho ye merī dilrubā
dekho kyā ghanere ūṇche ūṇche parabtoṅ ke sāe haiṅ
chalke yūṅ machal ke raṅg badal ke
hamse milne āe haiṅ
khuhbū hai bahāroṅ kī
mastī hai nazāroṅ kī
sabke dil pe chhāyā hai naśhā
are aise muskurātī hai …
naiyā bin khivaiyā jāne kaise sāhiloṅ pe ātī hai
dhārā is nadī kī har kisī ko ik din to milātī hai
sachchī ye kahānī hai
pānī ziṅdgānī hai
sāre jag ko hai ye patā
ho aise muskurātī hai …