पंछी बादल प्रेमी के पागल हम कौन हैं साथिया
पंछी बादल प्रेमी के पागल
हम कौन हैं साथिया
ओ याद नहीं भूल गया
पंछी बादल प्रेमी …
हमको किसी की भी कोई ज़रूरत नहीं
दुनिया में इस प्यार से कुछ खूबसूरत नहीं
ले जाए जाने हमें ये तेज धारा कहां
हमको तो कोई ग़म नहीं डूबा किनारा कहां
है बहता पानी ये ज़िंदगानी इसका भरोसा है क्या
पंछी बादल प्रेमी …
खोये रहें -2
ढूंढे ज़माना हमें हम यूं ही खोए रहें
आ आ आ
अरमानों की सेज पे दिन रात सोए रहें
आओ ज़रा और भी नज़दीक हो जाएं हम
एक दूसरे की जवां बाहों में सो जाएं हम
सपने ही सपने बीच में अपने कोई नहीं दूसरा
पंछी बादल प्रेमी …
paṅchhī bādal premī ke pāgal
ham kaun haiṅ sāthiyā
o yād nahīṅ bhūl gayā
paṅchhī bādal premī …
hamko kisī kī bhī koī zarūrat nahīṅ
duniyā meṅ is pyār se kuchh khūbsūrat nahīṅ
le jāe jāne hameṅ ye tej dhārā kahāṅ
hamko to koī ġham nahīṅ ḍūbā kinārā kahāṅ
hai bahtā pānī ye ziṅdgānī iskā bharosā hai kyā
paṅchhī bādal premī …
khoye raheṅ -2
ḍhūṅḍhe zamānā hameṅ ham yūṅ hī khoe raheṅ
ā ā ā
armānoṅ kī sej pe din rāt soe raheṅ
āo zarā aur bhī nazdīk ho jāeṅ ham
ek dūsre kī javāṅ bāhoṅ meṅ so jāeṅ ham
sapne hī sapne bīch meṅ apne koī nahīṅ dūsrā
paṅchhī bādal premī …