Title (Indic)थोड़ा मटके से पानी ज़रा दे गोरिए WorkPanaah Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Music Nadeem-Shravan Performer Sadhana Sargam Performer Kumar Sanu Writer Visheshwar Sharma LyricsHindiथोड़ा मटके से पानी ज़रा दे गोरिए मैं तो कब से हूँ प्यासा खड़ा गोरिए जा जा मटकी ना छूना जवान छोरे पानी पीने के बहाने डालेगा डोरे गहरे गहरे कुंवे का ठंडा ठंडा पानी थोड़ा सा पिला दे तेरी होगी मेहरबानी तू है हरजाई तेरी झूठी है कहानी चोर लफ़ंगे तुझे ( कौन दे जवानी ) -2 कोई रस्ता हमें भी दिखा दे गोरिए मैं तो कब से खड़ा … यूँ ही चला जाऊँगा बहुत पछताएगी ऐसा दिलवाला कहीँ ढूँढे से न पाएगी जाएगा तू कैसे मैं जाने नहीं दूँगी प्यार से रोकूँगी ( नज़र से पिलाऊँगी ) -2 ला पिला दे पिला दे पिला दे गोरिए पूरी मटकी का पानी पिला दूँ छोरे Englishthoṛā maṭke se pānī zarā de gorie maiṅ to kab se hūṇ pyāsā khaṛā gorie jā jā maṭkī nā chhūnā javān chhore pānī pīne ke bahāne ḍālegā ḍore gahre gahre kuṅve kā ṭhaṅḍā ṭhaṅḍā pānī thoṛā sā pilā de terī hogī meharbānī tū hai harjāī terī jhūṭhī hai kahānī chor lafaṅge tujhe ( kaun de javānī ) -2 koī rastā hameṅ bhī dikhā de gorie maiṅ to kab se khaṛā … yūṇ hī chalā jāūṇgā bahut pachhtāegī aisā dilvālā kahīṇ ḍhūṇḍhe se na pāegī jāegā tū kaise maiṅ jāne nahīṅ dūṇgī pyār se rokūṇgī ( nazar se pilāūṇgī ) -2 lā pilā de pilā de pilā de gorie pūrī maṭkī kā pānī pilā dūṇ chhore