Pal bhar men ye kyaa ho gayaa, vo mai gayee, vo man gayaa

पल भर में ये क्या हो गया, वो मै गयी, वो मन गया
Work
Year
Language

पल भर में ये क्या हो गया, वो मैं गयी, वो मन गया
चुनरी कहे, सुन री पवन सावन लाया, अब के सजन
दिन भर मुझे यूं सताए, उन बिन अब तो रहा नहीं जाए

आशा की छोटी सी नैय्या, ले के चली पुरवय्या
डोले डोले, झूमका बोले, चुपके से ये भेद खोले
आ जाएगा, आ जाएगा, प्यार से तुम बुलाना

आयी बहारे सिमट के, कहने लगी वो लिपट के
चोरी, चोरी, चलो गोरी, थामी हुए बैय्या मोरी
मिल जाएगा, मिल जाएगा, तुम को वही दीवाना

pal bhar meṅ ye kyā ho gayā, vo maiṅ gayī, vo man gayā
chunrī kahe, sun rī pavan sāvan lāyā, ab ke sajan
din bhar mujhe yūṅ satāe, un bin ab to rahā nahīṅ jāe

āśhā kī chhoṭī sī naiyyā, le ke chalī puravayyā
ḍole ḍole, jhūmkā bole, chupke se ye bhed khole
ā jāegā, ā jāegā, pyār se tum bulānā

āyī bahāre simaṭ ke, kahne lagī vo lipaṭ ke
chorī, chorī, chalo gorī, thāmī hue baiyyā morī
mil jāegā, mil jāegā, tum ko vahī dīvānā