पल बीत गया ये तो ढूंढेंगे हम ... कल होना है जो भी हो
पल बीत गया ये तो
ढूंढेंगे हम इसको फिर ज़िंदगी में
कल होना है जो भी हो
आओ कि इस पल तो
हम दोनों जी लें जी भर के जी लें
सवेरे ही सवेरे ख्याल दिल में मेरे
न जाने आज कैसे कैसे आए
जो साथ हूँ मैं तेरे जो बाहों में है घेरे
क्यूं ये तेरा दिल घबराए
हल क्या इस प्यार का हो जीना है अब हमको
ग़म या खुशी में
कल होना है जो भी हो …
ये दिल डरता है कि इसने सुना है
हैं सारी खुशियां आनी जानी
लेकिन जो मेरा दिल है तू उसकी मंज़िल है
कि पूरी होती है यही कहानी
चल तूने कहा ये तो भूल गई ग़म को
मैं इक घड़ी में
कल होना है जो भी हो …
pal bīt gayā ye to
ḍhūṅḍheṅge ham isko phir ziṅdgī meṅ
kal honā hai jo bhī ho
āo ki is pal to
ham donoṅ jī leṅ jī bhar ke jī leṅ
savere hī savere khyāl dil meṅ mere
na jāne āj kaise kaise āe
jo sāth hūṇ maiṅ tere jo bāhoṅ meṅ hai ghere
kyūṅ ye terā dil ghabrāe
hal kyā is pyār kā ho jīnā hai ab hamko
ġham yā khuśhī meṅ
kal honā hai jo bhī ho …
ye dil ḍartā hai ki isne sunā hai
haiṅ sārī khuśhiyāṅ ānī jānī
lekin jo merā dil hai tū uskī maṅzil hai
ki pūrī hotī hai yahī kahānī
chal tūne kahā ye to bhūl gaī ġham ko
maiṅ ik ghaṛī meṅ
kal honā hai jo bhī ho …