Title (Indic)आज हम अपनी दुआओं का असर देखेंगे WorkPakeezah Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Lata Mangeshkar Writer Kaif Bhopali LyricsHindiआज हम अपनी दुआओं का असर देखेंगे तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2) आप तो आँख मिलाते हुए शरमाते हैं, आप तो दिल के धड़कने से भी डर जाते हैं फिर भी ये ज़िद्द्् है के हम ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे, तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2) प्यार करना दिल-ए-बेताब बुरा होता है सुनते आये हैं के ये ख्वाब बुरा होता है आज इस ख़्वाब की ताबीर मगर देखेंगे तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2) जानलेवा है मुहब्बत का समा आज की रात शमा हो जयेगी जल जल के धुंआ आज की रात आज की रात बचेंगे तो सहर देखेंगे (2) तीर-ए-नज़र देखेंगे, ज़ख्म-ए-जिगर देखेंगे (2) Englishāj ham apnī duāoṅ kā asar dekheṅge tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2) āp to āṇkh milāte hue śharmāte haiṅ, āp to dil ke dhaṛakne se bhī ḍar jāte haiṅ phir bhī ye zidd hai ke ham zakhm-e-jigar dekheṅge, tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2) pyār karnā dil-e-betāb burā hotā hai sunte āye haiṅ ke ye khvāb burā hotā hai āj is khvāb kī tābīr magar dekheṅge tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2) jānlevā hai muhabbat kā samā āj kī rāt śhamā ho jayegī jal jal ke dhuṅā āj kī rāt āj kī rāt bacheṅge to sahar dekheṅge (2) tīr-e-nazar dekheṅge, zakhm-e-jigar dekheṅge (2)