ku: hāy re hāy terā ghūṅghṭā -2
nīṅd churāye terā ghūṅghṭā -2
he chāṇd ghaṭā se nikle
chāṇd ghaṭā se nikle
koī uṭhāye terā ghūṅghṭā
hāy re hāy terā ghūṅghṭā
sau: ha ā
hāy re hāy merā ghūṅghṭā
dil dhaṛkāye merā ghūṅghṭā
o lāj se maiṅ mar jāūṇ re
lāj se maiṅ mar jāūṇ re
jo tū uṭhāye merā ghūṅghṭā
ha ā
hāy re hāy merā ghūṅghṭā
ku: bas ek ye ghūṅghaṭ hai kyā aise hoṅ parde hazār
honā ho to ho jātā hai hotā hai aisā ye pyār
sau: o rahne bhī do jāne bhī do iskī zarūrat nahīṅ
dete haiṅ dil jo pyār meṅ takte vo sūrat nahīṅ
kāhe haṭhāye merā ghūṅghṭā
ha ā kāhe haṭāye merā ghūṅghṭā
o lāj se maiṅ mar jāūṇ re
lāj se maiṅ mar jāūṇ re
jo tū uṭhāye merā ghūṅghṭā
ha a
hāy re hāy merā ghūṅghṭā
sau: jab bhī zarā āṇchal merā sar se sarakne lagā
terī qasam sīne meṅ dam merā aṭakne lagā
ku: o phir kis tarah ham-tum mileṅ kaise mulāqāt ho
madhośh maiṅ khāmośh tū kaise koī bāt ho
bīch meṅ āye terā ghūṇghṭā
sau: ha ā
ku: bīch meṅ āe terā ghūṇghṭā
he e e e chāṇd ghaṭā se nikle
chāṇd ghaṭā se nikle
koī uṭhāye terā ghūṅghṭā
hāy re hāy terā ghūṅghṭā
sau: hāy re hāy merā ghūṅghṭā
ku: hāy re hāy terā ghūṅghṭā
koī uṭhāye terā ghūṅghṭā
sau: ha ā
hāy re hāy merā ghūṅghṭā
dil dhaṛkāye merā ghūṅghṭā
o lāj se maiṅ mar jāūṇ re
lāj se maiṅ mar jāūṇ re
jo tū uṭhāye merā ghūṅghṭā
( ha ā
hāy re hāy merā ghūṅghṭā ) -3