Painyaa paroon ... shahar kaa jaadoo re

पैंया पड़ूँ ... शहर का जादू रे
Year
Language

अ: ( पैंया पड़ूँ मैं थारो सैंया सैंया बालमा
थारो मण लाग्यो क्‌या करूँ सजना ) -2

सो: शहर का जादू रे करे बेक़ाबू रे
शहर में जो जाए लौट के ना आए
अ: गाँव बड़ा प्यारा लगे शहरों से न्यारा लगे
बात जो गाँव में है पिपरा की छाँव में है
शहर में वो कहाँ रे
सो: शहरों का मैं राजा रे
अ: रे गाँव में आ जा रे

अ: ( पैंया पड़ूँ मैं थारो सैंया सैंया बालमा
थारो मण लाग्यो क्‌या करूँ सजना ) -2

सो: मस्तानी सब गलियाँ शहरों में रंगरलियाँ
अ: क्‌या नदिया क्‌या दरिया गाँव में पुरवैया
सो: शहर का जादू रे … लौट के ना आए
अ: गाँव बड़ा प्यारा लगे … शहर में वो कहाँ रे
सो: शहरों का मैं राजा रे
अ: रे गाँव में आ जा रे

को: धिन तड़ि त -4
होई होई

अ: गाँव में पनघट गाँव की गोरी
सो: शोख़ जवाँ दिल शहर की छोरी
को: हुर्र हुर्र
अ: गाँव में बगिया गाँव में घूँघट
सो: शहर में मिलती खुली-खुली लट
को: हुर्र हुर्र
अ: गाँव में पनघट गाँव की गोरी
सो: शोख़ जवाँ दिल शहर की छोरी
अ: गाँव में बगिया गाँव में घूँघट
सो: शहर में मिलती खुली-खुली लट
अ: गाँव में रंगत है ख़ुशियों के मेले हैं
शहरों में सब लोग रहते अकेले हैं
गाँव में हर दिन दसहरा-दिवाली है
शहरों में सब कुछ है पर ख़ाली-ख़ाली है
सो: सच तेरी बातें हैं अब मैने माना रे -2
इस गाँव से अब मुझे कहीं ना जाना रे -2
ना जाना रे

ढोल बाजे
को: बाजे
सो: झाँझर बाजे
को: बाजे
सो: चूड़ी बाजे
को: बाजे
सो: पायल बाजे
को: झूम के

अ: झुमका बाजे
को: बाजे
अ: तकली बाजे
को: बाजे
अ: मंजीरा बाजे
को: बाजे
अ: घुँघरू बाजे
को: झूम के
सो: अरे ( झूम-झूम के हर कोई नाचे ) -2
( हर कोई नाचे ) -2 नाचे नाचे नाचे नाचे
अरे मुम्बई से आया मेरा दोस्त
दो: मुम्बई से आया मेरा दोस्त
रे मुम्बई से आया मेरा दोस्त
हो मुम्बई से आया मेरा दोस्त
मुम्बई से आया मेरा दोस्त -4

को: ( ले गा रे सा ) -3 गा रे सा

a: ( paiṅyā paṛūṇ maiṅ thāro saiṅyā saiṅyā bālmā
thāro maṇ lāgyo k‌yā karūṇ sajnā ) -2

so: śhahar kā jādū re kare beqābū re
śhahar meṅ jo jāe lauṭ ke nā āe
a: gāṇv baṛā pyārā lage śhahroṅ se nyārā lage
bāt jo gāṇv meṅ hai piprā kī chhāṇv meṅ hai
śhahar meṅ vo kahāṇ re
so: śhahroṅ kā maiṅ rājā re
a: re gāṇv meṅ ā jā re

a: ( paiṅyā paṛūṇ maiṅ thāro saiṅyā saiṅyā bālmā
thāro maṇ lāgyo k‌yā karūṇ sajnā ) -2

so: mastānī sab galiyāṇ śhahroṅ meṅ raṅgarliyāṇ
a: k‌yā nadiyā k‌yā dariyā gāṇv meṅ purvaiyā
so: śhahar kā jādū re … lauṭ ke nā āe
a: gāṇv baṛā pyārā lage … śhahar meṅ vo kahāṇ re
so: śhahroṅ kā maiṅ rājā re
a: re gāṇv meṅ ā jā re

ko: dhin taṛi ta -4
hoī hoī

a: gāṇv meṅ panghaṭ gāṇv kī gorī
so: śhokh javāṇ dil śhahar kī chhorī
ko: hurr hurr
a: gāṇv meṅ bagiyā gāṇv meṅ ghūṇghaṭ
so: śhahar meṅ miltī khulī-khulī laṭ
ko: hurr hurr
a: gāṇv meṅ panghaṭ gāṇv kī gorī
so: śhokh javāṇ dil śhahar kī chhorī
a: gāṇv meṅ bagiyā gāṇv meṅ ghūṇghaṭ
so: śhahar meṅ miltī khulī-khulī laṭ
a: gāṇv meṅ raṅgat hai khuśhiyoṅ ke mele haiṅ
śhahroṅ meṅ sab log rahte akele haiṅ
gāṇv meṅ har din dasahrā-divālī hai
śhahroṅ meṅ sab kuchh hai par khālī-khālī hai
so: sach terī bāteṅ haiṅ ab maine mānā re -2
is gāṇv se ab mujhe kahīṅ nā jānā re -2
nā jānā re

ḍhol bāje
ko: bāje
so: jhāṇjhar bāje
ko: bāje
so: chūṛī bāje
ko: bāje
so: pāyal bāje
ko: jhūm ke

a: jhumkā bāje
ko: bāje
a: taklī bāje
ko: bāje
a: maṅjīrā bāje
ko: bāje
a: ghuṇghrū bāje
ko: jhūm ke
so: are ( jhūm-jhūm ke har koī nāche ) -2
( har koī nāche ) -2 nāche nāche nāche nāche
are mumbaī se āyā merā dost
do: mumbaī se āyā merā dost
re mumbaī se āyā merā dost
ho mumbaī se āyā merā dost
mumbaī se āyā merā dost -4

ko: ( le gā re sā ) -3 gā re sā