Pahlee pahlee baar mohabbat kee hai

पहली पहली बार मोहब्बत की है
Work
Year
Language

मेरे महबूब मेरे इस दिल ने रात को दिन सुबह को शाम लिखा
इतना बेचैन कर दिया तुमने मैने ये खत तुम्हारे नाम लिखा

पहली पहली बार मोहब्बत की है
कुछ न समझ में आए मैं क्‌या करूं
इश्क़ ने मेरी ऐसी हालत की है
कुछ न समझ में आए मैं क्‌या करूं
पहली पहली बार …

मेरा हाल बुरा है लेकिन तुम कैसी हो लिखना
मेरा छोड़ो जान मेरी अपना ख्याल तुम रखना
कोरे कागज़ पे मैने सारा अरमान निकाला
मेरे इस दिल में जो कुछ था खत में सब लिख डाला
हे हो पहली पहली बार शरारत की है
कुछ न समझ में …

काश मेरा दिल भी कोई कागज़ का टुकड़ा होता
रात को तेरी बाहों में तकिये के नीचे सोता
हो केरल में गर्मी है नैनीताल से सर्दी भेजो
जो राहत पहुँचाए ऐसा कुछ बेदर्दी भेजो
बिन तेरी यादों के इक पल जीना है मुश्किल
कैसे लिख दूं कितना तुझको चाहे मेरा दिल
अपनी इक तस्वीर लिफ़ाफ़े में रखकर भिजवा दो
मैं खुद मिलने आऊंगी कुछ दिन दिल को समझा दो
तुम कितनी भोली हो
तुम कितने अच्छे हो
तुम कितनी सीधी हो
तुम कितने सच्चे हो
आ आ
पहली पहली बार ये चाहत की है
कुछ न समझ में …

mere mahbūb mere is dil ne rāt ko din subah ko śhām likhā
itnā bechain kar diyā tumne maine ye khat tumhāre nām likhā

pahlī pahlī bār mohabbat kī hai
kuchh na samajh meṅ āe maiṅ k‌yā karūṅ
iśhq ne merī aisī hālat kī hai
kuchh na samajh meṅ āe maiṅ k‌yā karūṅ
pahlī pahlī bār …

merā hāl burā hai lekin tum kaisī ho likhnā
merā chhoṛo jān merī apnā khyāl tum rakhnā
kore kāgaz pe maine sārā armān nikālā
mere is dil meṅ jo kuchh thā khat meṅ sab likh ḍālā
he ho pahlī pahlī bār śharārat kī hai
kuchh na samajh meṅ …

kāśh merā dil bhī koī kāgaz kā ṭukaṛā hotā
rāt ko terī bāhoṅ meṅ takiye ke nīche sotā
ho keral meṅ garmī hai nainītāl se sardī bhejo
jo rāhat pahuṇchāe aisā kuchh bedardī bhejo
bin terī yādoṅ ke ik pal jīnā hai muśhkil
kaise likh dūṅ kitnā tujhko chāhe merā dil
apnī ik tasvīr lifāfe meṅ rakhkar bhijvā do
maiṅ khud milne āūṅgī kuchh din dil ko samjhā do
tum kitnī bholī ho
tum kitne achchhe ho
tum kitnī sīdhī ho
tum kitne sachche ho
ā ā
pahlī pahlī bār ye chāhat kī hai
kuchh na samajh meṅ …