पहली पहली बार मिले हैं ... अच्छा जी
र: पहली पहली बार मिले हैं दो दीवाने
आ: अच्छा जी
र: हो जाएगा प्यार किसी ना किसी बहाने
आ: अच्छा जी
र: पहली पहली बार मिले …
आ: आँखों ने आँखों से मिलकर खोले दिल के राज़
र: मेरे दिल ने तेरे दिल की समझी है आवाज़
आ: तुम्हीं सोचो तुम्हीं समझो आगे क्या होगा
र: पहली पहली बार मिले …
र: बातों ही बातों में तूने छेड़े दिल के तार
आ: हँसते हँसते हम ये कैसा कर बैठे इकरार
र: छोड़ो जी पछताना कैसा हुआ जो होना था
आ: पहली पहली बार मिले …
आ: हमने तुमसे तुमने हमसे कह दी दिल की बात
र: हाथ बढ़ाकर हाथ मिला लो रहेंगे दोनों साथ
आ: क्या कर लेगी दुनिया देखा जाएगा
दो: पहली पहली बार मिले …
ra: pahlī pahlī bār mile haiṅ do dīvāne
ā: achchhā jī
ra: ho jāegā pyār kisī nā kisī bahāne
ā: achchhā jī
ra: pahlī pahlī bār mile …
ā: āṇkhoṅ ne āṇkhoṅ se milkar khole dil ke rāz
ra: mere dil ne tere dil kī samjhī hai āvāz
ā: tumhīṅ socho tumhīṅ samjho āge kyā hogā
ra: pahlī pahlī bār mile …
ra: bātoṅ hī bātoṅ meṅ tūne chheṛe dil ke tār
ā: hṇste hṇste ham ye kaisā kar baiṭhe ikrār
ra: chhoṛo jī pachhtānā kaisā huā jo honā thā
ā: pahlī pahlī bār mile …
ā: hamne tumse tumne hamse kah dī dil kī bāt
ra: hāth baṛhākar hāth milā lo raheṅge donoṅ sāth
ā: kyā kar legī duniyā dekhā jāegā
do: pahlī pahlī bār mile …