पहली पहली बार जब प्यार किसी से होता है
पहली पहली बार जब प्यार किसी से होता है
होता है ये हाल जब प्यार किसी से होता है
ये दिल कहीं लगता नहीं तेरी तरह मेरी तरह पागल सभी हो जाते हैं
पहली पहली बार जब …
दिल को करार नहीं आता रातों को नींद आती नहीं
जान चली जाती है लेकिन आके तेरी याद जाती नहीं
तौबा मेरे यार जब प्यार किसी से होता है
होता है ये हाल जब …
प्यार में करूं मैं बेवफ़ाई ऐसा नहीं मैं हरजाई
लाखों हसीनों को देखा तू ही पसन्द मुझे आई
होता है कमाल जब प्यार किसी से होता है
होता है ये हाल जब …
pahlī pahlī bār jab pyār kisī se hotā hai
hotā hai ye hāl jab pyār kisī se hotā hai
ye dil kahīṅ lagtā nahīṅ terī tarah merī tarah pāgal sabhī ho jāte haiṅ
pahlī pahlī bār jab …
dil ko karār nahīṅ ātā rātoṅ ko nīṅd ātī nahīṅ
jān chalī jātī hai lekin āke terī yād jātī nahīṅ
taubā mere yār jab pyār kisī se hotā hai
hotā hai ye hāl jab …
pyār meṅ karūṅ maiṅ bevafāī aisā nahīṅ maiṅ harjāī
lākhoṅ hasīnoṅ ko dekhā tū hī pasand mujhe āī
hotā hai kamāl jab pyār kisī se hotā hai
hotā hai ye hāl jab …