पहली पहली बार है ... क्या यही प्यार है
पहली पहली बार है दिल बेकरार है
छाने लगी बेखुदी कैसा ये खुमार है
ऐ दिल मुझको बता क्या यही प्यार है
हाँ यही प्यार है
पहली पहली बार …
हाँ यही प्यार है
अरमान कोई धड़कन में है
मेहमान दिल के दर्पन में है
छाने लगी हैं अब मस्तियां
खुश्बू किसी की तन मन में है
रातों की नींदें उड़ने लगीं
और चैन दिन का जाने लगा
जादू सा चलने लगा क्या यही प्यार है
हाँ हाँ यही प्यार है
पहली पहली बार …
कुछ ना कहेंगे होंठों से हम
बातें करेंगे आँखों से हम
हाँ महसूस कर लो साँसें मेरी
बातें करेंगे साँसों से हम
अब क्या करेंगे लफ़्ज़ों का हम
मुझ को तो ऐसा लगने लगा
धड़कन ने मेरी कहा क्या यही प्यार है
हाँ हाँ यही प्यार है
पहली पहली बार …
pahlī pahlī bār hai dil bekrār hai
chhāne lagī bekhudī kaisā ye khumār hai
ai dil mujhko batā kyā yahī pyār hai
hāṇ yahī pyār hai
pahlī pahlī bār …
hāṇ yahī pyār hai
armān koī dhaṛkan meṅ hai
mehmān dil ke darpan meṅ hai
chhāne lagī haiṅ ab mastiyāṅ
khuśhbū kisī kī tan man meṅ hai
rātoṅ kī nīṅdeṅ uṛne lagīṅ
aur chain din kā jāne lagā
jādū sā chalne lagā kyā yahī pyār hai
hāṇ hāṇ yahī pyār hai
pahlī pahlī bār …
kuchh nā kaheṅge hoṅṭhoṅ se ham
bāteṅ kareṅge āṇkhoṅ se ham
hāṇ mahsūs kar lo sāṇseṅ merī
bāteṅ kareṅge sāṇsoṅ se ham
ab kyā kareṅge lafzoṅ kā ham
mujh ko to aisā lagne lagā
dhaṛkan ne merī kahā kyā yahī pyār hai
hāṇ hāṇ yahī pyār hai
pahlī pahlī bār …