पहली नज़र में ... नज़र मिलते ही ऐसा क्या हो गया
पहली नज़र में दिल न जाने कैसे खो गया
अभी अभी अपना था पराया कैसे हो गया
हां नज़र मिलते ही ऐसा क्या हो गया
बताए कोई पल में ये क्या हो गया
के आज तक था अपना जो दिल कैसे हो गया पराया
नज़र मिलते ही …
ये खेल है क्या किसी को कभी न जाने कोई न पहचाने
कभी वो कहीं मिला भी नहीं के नाम पता कोई जाने
हो गया अपना ह हां दिल में जो कभी ना
अरे हो गया अपना दिल में जो कभी ना आया
नज़र मिलते ही …
खुली नज़रों का ख्वाब है ये अजीब है प्यार का आलम
बसन्त बिना बहार खिले के रंग बरसे बिन मौसम
अन्जाना दिलबर ऐसा तन मन पर छाया
हे नज़र मिलते ही …
pahlī nazar meṅ dil na jāne kaise kho gayā
abhī abhī apnā thā parāyā kaise ho gayā
hāṅ nazar milte hī aisā kyā ho gayā
batāe koī pal meṅ ye kyā ho gayā
ke āj tak thā apnā jo dil kaise ho gayā parāyā
nazar milte hī …
ye khel hai kyā kisī ko kabhī na jāne koī na pahchāne
kabhī vo kahīṅ milā bhī nahīṅ ke nām patā koī jāne
ho gayā apnā ha hāṅ dil meṅ jo kabhī nā
are ho gayā apnā dil meṅ jo kabhī nā āyā
nazar milte hī …
khulī nazroṅ kā khvāb hai ye ajīb hai pyār kā ālam
basant binā bahār khile ke raṅg barse bin mausam
anjānā dilbar aisā tan man par chhāyā
he nazar milte hī …