पहली बार जो देखा ... मुहब्बत हो गई
पहली बार जो देखा मुझे तुमसे हुई नफ़रत
कब कैसे मोहब्बत हो गई मुझे तुमसे मोहब्बत हो गई
दो निगाहें मिलीं धड़कनें बढ़ गईं कुछ इशारा हुआ
शरारत हो गई मुहब्बत हो गई
पहली बार जो देखा …
रातों को ख्वाबों में कोई भी आता न था
आके अकेले में ऐसे जगाता न था
हर जगह हर घड़ी बेकरारी बढ़ी
चैन जाने लगा ये चाहत हो गई
मुहब्बत हो गई
पहली बार जो देखा …
पहले मेरा हाल ऐसा न था जान-ए-मन
ना बेख्याली थी न था ये दीवानापन
ना है तेरी खता ना मुझे है पता
जाने कैसे कहाँ ये हालत हो गई
मुहब्बत हो गई
पहली बार जो देखा …
pahlī bār jo dekhā mujhe tumse huī nafrat
kab kaise mohabbat ho gaī mujhe tumse mohabbat ho gaī
do nigāheṅ milīṅ dhaṛakneṅ baṛh gaīṅ kuchh iśhārā huā
śharārat ho gaī muhabbat ho gaī
pahlī bār jo dekhā …
rātoṅ ko khvāboṅ meṅ koī bhī ātā na thā
āke akele meṅ aise jagātā na thā
har jagah har ghaṛī bekrārī baṛhī
chain jāne lagā ye chāhat ho gaī
muhabbat ho gaī
pahlī bār jo dekhā …
pahle merā hāl aisā na thā jān-e-man
nā bekhyālī thī na thā ye dīvānāpan
nā hai terī khatā nā mujhe hai patā
jāne kaise kahāṇ ye hālat ho gaī
muhabbat ho gaī
pahlī bār jo dekhā …