पहले कभी न हमने कहा ... हम आपके दिल में रहते हैं
पहले कभी न हमने कहा लो आज सनम ये कहते हैं
हम आपके दिल में रहते हैं
पहले कभी न …
सच हो गई दुआ अपना मिलन हुआ
अब ना कभी रहना जुदा मिलके चलो वादा करो
छुप जाओ आँखों में बस जाओ साँसों में
धड़कन की है सदा
इक पल कभी जो दूर हुए दर्द हज़ारों सहते हैं
हम आपके दिल …
दोनों जहां को भुला के बस तुमको करना है हासिल
कितनी मुहब्बत है तुमसे तुमको बताना है मुश्किल
क्या ज़िंदगी है हमारी ये है अमानत तुम्हारी
बस अब यही है तमन्ना साँसें तुम्हें दे दूं सारी
होंगे कभी हम ना जुदा रग़ रग़ में लहू बनके बहते हैं
हम आपके दिल …
pahle kabhī na hamne kahā lo āj sanam ye kahte haiṅ
ham āpke dil meṅ rahte haiṅ
pahle kabhī na …
sach ho gaī duā apnā milan huā
ab nā kabhī rahnā judā milke chalo vādā karo
chhup jāo āṇkhoṅ meṅ bas jāo sāṇsoṅ meṅ
dhaṛkan kī hai sadā
ik pal kabhī jo dūr hue dard hazāroṅ sahte haiṅ
ham āpke dil …
donoṅ jahāṅ ko bhulā ke bas tumko karnā hai hāsil
kitnī muhabbat hai tumse tumko batānā hai muśhkil
kyā ziṅdgī hai hamārī ye hai amānat tumhārī
bas ab yahī hai tamannā sāṇseṅ tumheṅ de dūṅ sārī
hoṅge kabhī ham nā judā raġh raġh meṅ lahū banke bahte haiṅ
ham āpke dil …