पहला पहला प्यार है
पहली पहली बार है
जान के भी अनजाना
कैसा मेरा यार है …
उसकी नज़र, पलकों की चिलमन से मुझे देखती, उसकी नज़र
उसकी हया, अपनी ही चाहत का राज़ खोलति, उसकी हया
छुप के करे जो वफ़ा, ऐसा मेरा यार है
पहला पहला प्यार है …
वो है निशा, वो ही मेरी ज़िंदगी का भोर है, वो है निशा
उसे है पता, उसकी हाथों में मेरी डोर है, उसे है पता
सारे जहाँ से जुदा, ऐसा मेरा प्यार है
पहला पहला प्यार है …
pahlā pahlā pyār hai
pahlī pahlī bār hai
jān ke bhī anjānā
kaisā merā yār hai …
uskī nazar, palkoṅ kī chilman se mujhe dekhtī, uskī nazar
uskī hayā, apnī hī chāhat kā rāz kholti, uskī hayā
chhup ke kare jo vafā, aisā merā yār hai
pahlā pahlā pyār hai …
vo hai niśhā, vo hī merī ziṅdgī kā bhor hai, vo hai niśhā
use hai patā, uskī hāthoṅ meṅ merī ḍor hai, use hai patā
sāre jahāṇ se judā, aisā merā pyār hai
pahlā pahlā pyār hai …