Title (Indic)धीरे जलना धीरे जलना, जिंदगी के लौ पे जलना WorkPaheli Year2005 LanguageHindi Credits Role Artist Music M.M.Kreem Performer Sonu Nigam Performer Shreya Ghoshal Writer Gulzar LyricsHindiधीरे जलना धीरे जलना, जिंदगी के लौ पे जलना कांच का सपना, गल ही ना जाए, सोच समझ के आंच रखना होना है जो होना है वो, होने से तो रुकता नहीं, आसमान तो झुकता नहीं तेरे रूप की हलकी धूप में दो ही पल हैं, जीने हैं तेरी आँख में देख चुका हूँ वो सपने हैं, सीने हैं आँखों में सपनों की किरचें हैं, चुभती हैं सोचा ना था जिंदगी ऐसी फिर से मिलेगी, जीने के लिए आँखों को प्यास लगेगी अपने ही आँसू पीने के लिए Englishdhīre jalnā dhīre jalnā, jiṅdgī ke lau pe jalnā kāṅch kā sapnā, gal hī nā jāe, soch samajh ke āṅch rakhnā honā hai jo honā hai vo, hone se to ruktā nahīṅ, āsmān to jhuktā nahīṅ tere rūp kī halkī dhūp meṅ do hī pal haiṅ, jīne haiṅ terī āṇkh meṅ dekh chukā hūṇ vo sapne haiṅ, sīne haiṅ āṇkhoṅ meṅ sapnoṅ kī kircheṅ haiṅ, chubhtī haiṅ sochā nā thā jiṅdgī aisī phir se milegī, jīne ke lie āṇkhoṅ ko pyās lagegī apne hī āṇsū pīne ke lie