पहचान तो थी पहचाना नहीं मैंने, अपने आप को जाना नहीं
पहचान तो थी पहचाना नहीं मैंने
अपने आप को जाना नहीं
पहचान तो थी
जब धूप बरसती है सर पे तो
पानी में छाँव खिलती है
मैं भूल गई थी छाँव अगर
मिलती है तो धूप में मिलती है
इस धूप और छाँव की खेल में क्यों
जिनका इशारा समझा नहीं
पहचान …
मैं जागी रही कुछ सपनों में और
जागी हुई भी सोई रही
जाने किन भूलभुलैया में कुछ
भटकी रही कुछ खोई रही
जिनके लिये मैं मरती रही
जिनका इशारा समझा नहीं
पहचान …
pahchān to thī pahchānā nahīṅ maiṅne
apne āp ko jānā nahīṅ
pahchān to thī
jab dhūp barastī hai sar pe to
pānī meṅ chhāṇv khiltī hai
maiṅ bhūl gaī thī chhāṇv agar
miltī hai to dhūp meṅ miltī hai
is dhūp aur chhāṇv kī khel meṅ kyoṅ
jinkā iśhārā samjhā nahīṅ
pahchān …
maiṅ jāgī rahī kuchh sapnoṅ meṅ aur
jāgī huī bhī soī rahī
jāne kin bhūlbhulaiyā meṅ kuchh
bhaṭkī rahī kuchh khoī rahī
jinke liye maiṅ martī rahī
jinkā iśhārā samjhā nahīṅ
pahchān …