Paas naheen aanaa bhool naheen jaanaa

पास नहीं आना भूल नहीं जाना
Year
Language

ल: पास नहीं आना भूल नहीं जाना
तुमको सौगंध है कि आज मोहब्बत बंद है
पास नहीं आना …

कि: पहले तो आग भड़काती है
फिर दिल की प्यास तू बुझाती है
तेरी यही अदा तो मुझको पसंद है
ल: अच्छा
कि: हाँ-हाँ
ल: मगर आज मोहब्बत बंद है …

ल: कितना मज़ा है ऐसे जीने में
धक-धक भी होती नहीं सीने में
कोई बेचैनी नहीं कितना आनंद है
कि आज मोहब्बत बंद है …

कि: मत छेड़ अपने दीवाने को
रहने दे तू इस बहाने को
होंठों पे ना है मगर दिल तो रज़ामंद है
ल: रज़ामंद है
मगर आज मोहब्बत बंद है …

la: pās nahīṅ ānā bhūl nahīṅ jānā
tumko saugaṅdh hai ki āj mohabbat baṅd hai
pās nahīṅ ānā …

ki: pahle to āg bhaṛkātī hai
phir dil kī pyās tū bujhātī hai
terī yahī adā to mujhko pasaṅd hai
la: achchhā
ki: hāṇ-hāṇ
la: magar āj mohabbat baṅd hai …

la: kitnā mazā hai aise jīne meṅ
dhak-dhak bhī hotī nahīṅ sīne meṅ
koī bechainī nahīṅ kitnā ānaṅd hai
ki āj mohabbat baṅd hai …

ki: mat chheṛ apne dīvāne ko
rahne de tū is bahāne ko
hoṅṭhoṅ pe nā hai magar dil to razāmaṅd hai
la: razāmaṅd hai
magar āj mohabbat baṅd hai …