पास ही मेरा घर है अजी आइए एक प्याला चाय्
अ: पास ही मेरा घर है अजी आइए
एक प्याला चाय पी के जाइए
कु: अच्छा चाय क्या है खाना भी मैं खाऊँगा
पर आज नहीं मैं और किसी दिन आऊँगा
अ: पास ही मेरा घर है …
आज मुझे daddy से तुमको मिलवाना है
प्यार का रंग डाल के चाय पिलाना है
कु: आज मुझे एक दोस्त की शादी में जाना है
वादा किया है मैने वादा निभाना है
अपनी शादी का चक्कर चलाइए
अ: एक प्याला चाय पी के जाइए
मेरे घर में आपकी ऐसी ख़ातिर होगी
जो चीज़ आप कहेंगे फ़ौरन हाज़िर होगी
कु: जान गया क्यों घर में बुला रही हो तुम
शादी का कोई चक्कर चला रही हो तुम
जाल में ना मुझको फंसाइए
अ: एक प्याला चाय पी के जाइए
a: pās hī merā ghar hai ajī āie
ek pyālā chāy pī ke jāie
ku: achchhā chāy kyā hai khānā bhī maiṅ khāūṇgā
par āj nahīṅ maiṅ aur kisī din āūṇgā
a: pās hī merā ghar hai …
āj mujhe daddy se tumko milvānā hai
pyār kā raṅg ḍāl ke chāy pilānā hai
ku: āj mujhe ek dost kī śhādī meṅ jānā hai
vādā kiyā hai maine vādā nibhānā hai
apnī śhādī kā chakkar chalāie
a: ek pyālā chāy pī ke jāie
mere ghar meṅ āpkī aisī khātir hogī
jo chīz āp kaheṅge fauran hāzir hogī
ku: jān gayā kyoṅ ghar meṅ bulā rahī ho tum
śhādī kā koī chakkar chalā rahī ho tum
jāl meṅ nā mujhko phaṅsāie
a: ek pyālā chāy pī ke jāie