पानी रे पानी तेरा रंग कैसा
पानी रे पानी तेरा रंग कैसा
जिसमें मिला दो लगे उस जैसा
इस दुनिया में जीनेवाले ऐसे भी हैं जीते
रूखी-सुखी खाते हैं और ठंडा पानी पीते
तेरे एक ही घूँट में मिलता जन्नत का आराम
पानी रे पानी तेरा रंग कैसा
भूखे की भूख और प्यास जैसा
गंगा से जब मिले तो बनता गंगाजल तू पावन
बादल से तू मिले तो रिमझिम बरसे सावन
सावन आया सावन आया रिमझिम बरसे पानी
आग ओढ़कर आग पहनकर, पिघली जाए जवानी
कहीं पे देखो छत टपकती, जीना हुआ हराम
पानी रे पानी तेरा रंग कैसा
दुनिया बनाने वाले रब जैसा
वैसे तो हर रंग में तेरा जलवा रंग जमाए
जब तू फिरे उम्मीदों पर तेरा रंग समझ ना आए
कली खिले तो झट आ जाए पतझड़ का पैगाम
पानी रे पानी तेरा रंग कैसा
सौ साल जीने की उम्मीदों जैसा
pānī re pānī terā raṅg kaisā
jismeṅ milā do lage us jaisā
is duniyā meṅ jīnevāle aise bhī haiṅ jīte
rūkhī-sukhī khāte haiṅ aur ṭhaṅḍā pānī pīte
tere ek hī ghūṇṭ meṅ miltā jannat kā ārām
pānī re pānī terā raṅg kaisā
bhūkhe kī bhūkh aur pyās jaisā
gaṅgā se jab mile to bantā gaṅgājal tū pāvan
bādal se tū mile to rimjhim barse sāvan
sāvan āyā sāvan āyā rimjhim barse pānī
āg oṛhkar āg pahankar, pighlī jāe javānī
kahīṅ pe dekho chhat ṭapaktī, jīnā huā harām
pānī re pānī terā raṅg kaisā
duniyā banāne vāle rab jaisā
vaise to har raṅg meṅ terā jalvā raṅg jamāe
jab tū phire ummīdoṅ par terā raṅg samajh nā āe
kalī khile to jhaṭ ā jāe patjhaṛ kā paigām
pānī re pānī terā raṅg kaisā
sau sāl jīne kī ummīdoṅ jaisā