Haay lootaa ... chhoraa vo kar gayaa ghaayal

हाय लूटा ... छोरा वो कर गया घायल्
Work
Year
Language

हाय लूटा हाय लूटा रे हाय
छोरा वो कर गया घायल
भोलेपन से ये मेरा आँचल सीने से जो मेरे छूटा
हाय लूटा
आय हाय
छोरा वो कर गया …

मटका था मेरे सर पे लाई थी भर के मैं पानी
पनिया भरन को आई गुजरिया
दिल पे गिरा गई हमरे बिजुरिया
बिन बरसे उड़ गई वो बदरिया
मटका था मेरे सर पे …

लड़की मैं कोरी कंवारी
ऊपर से मेरी ये जवानी आहा
यूं देखा मैं शरमाई
पतली कमर बलखाई
मटका गिरा गिर के फ़ूटा
हाय लूटा रे


ना कोई आगे पीछे कितनी वो मुश्किल घड़ी थी
मतवारी नागिन सी डस के
मार गई वो हमको हँस के
हम तो रह गए यार तरस के
भीगी थी मोरी चुनरिया
जमुना के तीरे खड़ी थी आ हा
उसने की खींचातानी आ हा
मैने की थोड़ी आनाकानी
था वो हरजाई बड़ा झूठा
हाय लूटा रे

हम सारे हैं रसिया तेरे
अ रे रे रे
ऐसे बुझा ना हमसे पहेली
तिनक तिनक नक नक नक तिनक तिनक
अरे जा जा
तिनक तिनक नक नक नक तिनक तिनक
ऐ नक नक
बालों का गजरा बिखरा दे नखरे ना कर नार नवेली
लूटा रे
तिगड़ा तिगड़ा

hāy lūṭā hāy lūṭā re hāy
chhorā vo kar gayā ghāyal
bholepan se ye merā āṇchal sīne se jo mere chhūṭā
hāy lūṭā
āy hāy
chhorā vo kar gayā …

maṭkā thā mere sar pe lāī thī bhar ke maiṅ pānī
paniyā bharan ko āī gujriyā
dil pe girā gaī hamre bijuriyā
bin barse uṛ gaī vo badriyā
maṭkā thā mere sar pe …

laṛkī maiṅ korī kaṅvārī
ūpar se merī ye javānī āhā
yūṅ dekhā maiṅ śharmāī
patlī kamar balkhāī
maṭkā girā gir ke fūṭā
hāy lūṭā re

ā
nā koī āge pīchhe kitnī vo muśhkil ghaṛī thī
matvārī nāgin sī ḍas ke
mār gaī vo hamko hṇs ke
ham to rah gae yār taras ke
bhīgī thī morī chunriyā
jamunā ke tīre khaṛī thī ā hā
usne kī khīṅchātānī ā hā
maine kī thoṛī ānākānī
thā vo harjāī baṛā jhūṭhā
hāy lūṭā re

ham sāre haiṅ rasiyā tere
a re re re
aise bujhā nā hamse pahelī
tinak tinak nak nak nak tinak tinak
are jā jā
tinak tinak nak nak nak tinak tinak
ai nak nak
bāloṅ kā gajrā bikhrā de nakhre nā kar nār navelī
lūṭā re
tigaṛā tigaṛā