पागल ... सुन ज़रा इतना सवाल है ... झूम उठा जो दिल तो
पागल पागल पागल पागल
सुन ज़रा सुन ज़रा इतना सवाल है पागल पागल
हमको तो बता दे आज तेरा जो हाल है पागल पागल
हे सुन ज़रा …
झूम उठा जो दिल तो हो गया मैं पागल पागल
मिल गई जो मंज़िल तो हो गया मैं पागल पागल
हरपल बरसती है एक मस्ती
दिल में है जैसे कोई हलचल
पागल पागल पागल पागल हे
झूम उठा जो …
जिसे अपनाने को ये दिल बेताब था
दिल बेताब था जीना एक अज़ाब था
कल वो जो आरज़ू था कल वो जो ख़्वाब था
कल वो जो ख़्वाब था कैसा लाजवाब था
वो मिल गया है तो ग़म भी क्या है
दिल में है जैसे कोई हलचल
झूम उठा जो …
कैसे मैं बताऊं मेरी कैसी मनमीत है
कैसी मनमीत है कैसी मेरी प्रीत है
मेरी धड़कनों का मेरी साँसों का वो गीत है
दीवाने दोस्तों की हे दुआएं आज लेले हे
हो तेरे रास्तों में हे लगें फूलों के मेले हे
न कोई उलझनें हों हे न हों कोई झमेले हे
तू अपना प्यार पाके हे सदा ख़ुशियों में खेले
इतनी दुआ दो के अब जो भी हो
हाथों से छूटे ना ये आँचल
झूम उठा जो …
pāgal pāgal pāgal pāgal
sun zarā sun zarā itnā savāl hai pāgal pāgal
hamko to batā de āj terā jo hāl hai pāgal pāgal
he sun zarā …
jhūm uṭhā jo dil to ho gayā maiṅ pāgal pāgal
mil gaī jo maṅzil to ho gayā maiṅ pāgal pāgal
harpal barastī hai ek mastī
dil meṅ hai jaise koī halchal
pāgal pāgal pāgal pāgal he
jhūm uṭhā jo …
jise apnāne ko ye dil betāb thā
dil betāb thā jīnā ek azāb thā
kal vo jo ārazū thā kal vo jo khvāb thā
kal vo jo khvāb thā kaisā lājvāb thā
vo mil gayā hai to ġham bhī kyā hai
dil meṅ hai jaise koī halchal
jhūm uṭhā jo …
kaise maiṅ batāūṅ merī kaisī manmīt hai
kaisī manmīt hai kaisī merī prīt hai
merī dhaṛaknoṅ kā merī sāṇsoṅ kā vo gīt hai
dīvāne dostoṅ kī he duāeṅ āj lele he
ho tere rāstoṅ meṅ he lageṅ phūloṅ ke mele he
na koī ulajhneṅ hoṅ he na hoṅ koī jhamele he
tū apnā pyār pāke he sadā khuśhiyoṅ meṅ khele
itnī duā do ke ab jo bhī ho
hāthoṅ se chhūṭe nā ye āṇchal
jhūm uṭhā jo …