Paagal mujhe kar diyaa k‌yaa jaanam samjhaa karo

पागल मुझे कर दिया क्‌या जानम समझा करो
Year
Language

who is she? who is that guy
with lovely eyes. she has got some smile
what is her name I wanna know
she makes my heart go boom boom boom

पागल मुझे कर दिया क्‌या
जानम समझा करो जानम समझा करो
कहने के लिए हैं कितने यहां
लेकिन इनमें ये बात कहां
कैसी बातें अजी कैसे हसीं
ज़रा खुलके बता मैं समझी नहीं
पागल मुझे कर …

जान-ए-जां देखो तो इधर
क्‌या तुमको आता है नज़र
सच कहना तुम्हें अपनी कसम
लगता हूं क्‌या मैं झूठा सनम
कहती है ये दिल की पुकार
सुनती हूं मैं रोज़ ही यार
जाने भी दे क्‌यूं बनती है
मुझको ग़ैरों में क्‌यूं गिनती है
पहले पल दूजा सा लगे
दूजे पल में अपना लगे
आए यहां तक तो यार क्‌या
जानम समझा करो …

तुम मुझको अच्छे भी लगे
बातों के सच्चे भी लगे
फिर भी दिल तो डरता है
धकधक धकधक करता है
डर क्‌या जब है साथ मेरा
हाथों में है हाथ मेरा
डर है तुम वादा तोड़ न दो
रस्ते में मुझे छोड़ न दो
मर भी जाएं तो क्‌या ग़म है
ना बिछड़ेंगे दिलवाले
है शहनाई का इन्तज़ार मतलब
जानम समझा करो …

who is she? who is that guy
with lovely eyes. she has got some smile
what is her name I wanna know
she makes my heart go boom boom boom

pāgal mujhe kar diyā k‌yā
jānam samjhā karo jānam samjhā karo
kahne ke lie haiṅ kitne yahāṅ
lekin inmeṅ ye bāt kahāṅ
kaisī bāteṅ ajī kaise hasīṅ
zarā khulke batā maiṅ samjhī nahīṅ
pāgal mujhe kar …

jān-e-jāṅ dekho to idhar
k‌yā tumko ātā hai nazar
sach kahnā tumheṅ apnī kasam
lagtā hūṅ k‌yā maiṅ jhūṭhā sanam
kahtī hai ye dil kī pukār
suntī hūṅ maiṅ roz hī yār
jāne bhī de k‌yūṅ bantī hai
mujhko ġhairoṅ meṅ k‌yūṅ gintī hai
pahle pal dūjā sā lage
dūje pal meṅ apnā lage
āe yahāṅ tak to yār k‌yā
jānam samjhā karo …

tum mujhko achchhe bhī lage
bātoṅ ke sachche bhī lage
phir bhī dil to ḍartā hai
dhakadhak dhakadhak kartā hai
ḍar k‌yā jab hai sāth merā
hāthoṅ meṅ hai hāth merā
ḍar hai tum vādā toṛ na do
raste meṅ mujhe chhoṛ na do
mar bhī jāeṅ to k‌yā ġham hai
nā bichhaṛeṅge dilvāle
hai śhahnāī kā intazār matalab
jānam samjhā karo …