ओय नौकरी सरकारी ... तुमसे शादी कर के भी हाय मैं तो रही कुंवारी
ओय नौकरी सरकारी कर लाख जतन मैं हारी
तुमसे शादी कर के भी हाय मैं तो रही कुंवारी
अरे सुबह सवेरे काम पे जाए
देर से वापस शाम को आए
सारा दिन मुझको तड़पाए
जल गई घूंघट में ही हाय मैं तो लाज की मारी
तुमसे शादी कर के …
तुझको सारे शहर का ग़म है
भूल गया तू मेरा बलम है
काम ज़्यादा फ़ुर्सत कम है
जाने कब आएगी हाय मेरे प्यार की बारी
तुमसे शादी कर के …
इस दुनिया से दूर निकल के
प्यार की ठंडी आग में जल के
आजा अपना नाम बदल लें
मैं बुलबुल बन जाऊं तू बन जा आज शिकारी
तुमसे शादी कर के …
oy naukrī sarkārī kar lākh jatan maiṅ hārī
tumse śhādī kar ke bhī hāy maiṅ to rahī kuṅvārī
are subah savere kām pe jāe
der se vāpas śhām ko āe
sārā din mujhko taṛpāe
jal gaī ghūṅghaṭ meṅ hī hāy maiṅ to lāj kī mārī
tumse śhādī kar ke …
tujhko sāre śhahar kā ġham hai
bhūl gayā tū merā balam hai
kām zyādā fursat kam hai
jāne kab āegī hāy mere pyār kī bārī
tumse śhādī kar ke …
is duniyā se dūr nikal ke
pyār kī ṭhaṅḍī āg meṅ jal ke
ājā apnā nām badal leṅ
maiṅ bulbul ban jāūṅ tū ban jā āj śhikārī
tumse śhādī kar ke …