ओढ़ ली चुनरिया तेरे नाम की ... प्यार किया तो डरना क्या
ओढ़ ली चुनरिया तेरे नाम की
तेरे प्यार में डूब गए हैं हम खुद को ही भूल गए हैं ओ मेरे दिलदार
ओढ़ ली चुनरिया तेरे नाम की
चाहे दुनिया जो भी सोचे हमको करना क्या
प्यार किया तो डरना क्या जब प्यार किया तो डरना क्या
ओढ़ ली चुनरिया तूने मेरे नाम की
चाहे दुनिया जो भी सोचे हमको करना क्या
जब प्यार किया तो डरना क्या
ओढ़ ली चुनरिया …
तन्हा तन्हा था ये दिल खोया खोया था ये दिल
बेचैनी का आलम था सूना मन का आंगन था
जब से तुम हो मिले मिट गए सब गिले
मैने भी ये तय किया है आएगी तेरी डोली मेरे ही अंगना
ओढ़ ली चुनरिया …
तौबा तौबा ये आँखें कहती हैं सौ सौ बातें
जाने कैसा जादू है मेरा दिल बेकाबू है
रब से जब मांगा बस तुझे मांगा
प्यार की दुनिया चमका दे तू मुझको कंगना पहना दे तू
कर दे शगुन सजना
ओढ़ ली चुनरिया …
oṛh lī chunriyā tere nām kī
tere pyār meṅ ḍūb gae haiṅ ham khud ko hī bhūl gae haiṅ o mere dildār
oṛh lī chunriyā tere nām kī
chāhe duniyā jo bhī soche hamko karnā kyā
pyār kiyā to ḍarnā kyā jab pyār kiyā to ḍarnā kyā
oṛh lī chunriyā tūne mere nām kī
chāhe duniyā jo bhī soche hamko karnā kyā
jab pyār kiyā to ḍarnā kyā
oṛh lī chunriyā …
tanhā tanhā thā ye dil khoyā khoyā thā ye dil
bechainī kā ālam thā sūnā man kā āṅgan thā
jab se tum ho mile miṭ gae sab gile
maine bhī ye tay kiyā hai āegī terī ḍolī mere hī aṅgnā
oṛh lī chunriyā …
taubā taubā ye āṇkheṅ kahtī haiṅ sau sau bāteṅ
jāne kaisā jādū hai merā dil bekābū hai
rab se jab māṅgā bas tujhe māṅgā
pyār kī duniyā chamkā de tū mujhko kaṅgnā pahnā de tū
kar de śhagun sajnā
oṛh lī chunriyā …