ओरी गोरी चलो री ... तेरा झुमका जब डोले ... हिंडारू पिंडारू
ओरी गोरी चलो री चोरी चोरी मिलन रुत आई रे
कैसी बाँधी ये नैनों की डोरी बजी शहनाई रे
ओरी गोरी …
होंठों पे मुस्कान अपने सजाएँ
प्रेम की गंगा में हम बहतें जाएँ
बरसे गगन से अमृत के धारे
ऐसे में क्यूँ हम प्यासे रह जाएँ
तूने कैसा इशारा किया रे
मैं खिंची चली आई रे
ओरी गोरी …
ओ तेरा झुमका जब डोले दिल खाए हिचकौले
हाय तेरा झुमका …
अब तेरे हाथ में मेरे दिल की डोर है
इसे तोड़ना नहीं बड़ा तुझमें ज़ोर है
हाय तेरा झुमका …
ये पैरों में बाँधीं हैं क्यूँ बिजलियाँ
मार डालेंगी तौबा तेरी शोखियाँ
खुशी का समा है थिरकने भी दो
तुम्हें हम नचा देंगे कुछ ना कहो
गरबे की रात है क्या तेरी बात है
मैं तेरे साथ हूँ तू मेरे साथ है
हाय तेरा झुमका …
हे हिंडारू पिंडारू तेरी चलती कमर है लट्टू
बाँधूँ इसपे नज़र का बट्टू
हिल गई धरती यारा मार नहीं झटके
अरे हिंडारू पिंडारू …
एक दो तीन चार
चार को मारूँ टनटना
तू पागल सबको मत बना
जवाब नहीं तेरा गोरिये
हिंडारू पिंडारू …
orī gorī chalo rī chorī chorī milan rut āī re
kaisī bāṇdhī ye nainoṅ kī ḍorī bajī śhahnāī re
orī gorī …
hoṅṭhoṅ pe muskān apne sajāeṇ
prem kī gaṅgā meṅ ham bahteṅ jāeṇ
barse gagan se amṛt ke dhāre
aise meṅ kyūṇ ham pyāse rah jāeṇ
tūne kaisā iśhārā kiyā re
maiṅ khiṅchī chalī āī re
orī gorī …
o terā jhumkā jab ḍole dil khāe hichkaule
hāy terā jhumkā …
ab tere hāth meṅ mere dil kī ḍor hai
ise toṛnā nahīṅ baṛā tujhmeṅ zor hai
hāy terā jhumkā …
ye pairoṅ meṅ bāṇdhīṅ haiṅ kyūṇ bijliyāṇ
mār ḍāleṅgī taubā terī śhokhiyāṇ
khuśhī kā samā hai thirakne bhī do
tumheṅ ham nachā deṅge kuchh nā kaho
garbe kī rāt hai kyā terī bāt hai
maiṅ tere sāth hūṇ tū mere sāth hai
hāy terā jhumkā …
he hiṅḍārū piṅḍārū terī chaltī kamar hai laṭṭū
bāṇdhūṇ ispe nazar kā baṭṭū
hil gaī dhartī yārā mār nahīṅ jhaṭke
are hiṅḍārū piṅḍārū …
ek do tīn chār
chār ko mārūṇ ṭanaṭnā
tū pāgal sabko mat banā
javāb nahīṅ terā goriye
hiṅḍārū piṅḍārū …