Ooparvaalaa maalik hai vo sabkaa rakhvaalaa hai

ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है
Year
Language

ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है

विजय जो क़िस्मत पर पाये वोही हिम्मतवाला है

भूमि पर atom bomb क्‌यूँ हैं

फूलों में ये काँटे क्‌यूँ हैं

दोनों हाथों में दौलत है

झूठी चिंता दिल में क्‌यूँ है

ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है
विजय जो क़िस्मत पर पाये वोही हिम्मतवाला है

माटी में से हम आये हैं हमको माटी में मिलना है -2

वोही आख़िर जीतेगा मन में जिसके मोह नहीं

हाथ में ठोड़ा पैसा है तो दुनिया उसका घर माना

कब तक दम है बाँट दो धन को क्‌या खोना और क्‌या पाना

उसका सदा भरोसा कर जिसने तुझे सम्भाला है

ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है
विजय जो क़िस्मत पर पाये वोही हिम्मतवाला है
भूमि पर atom bomb क्‌यूँ हैं
फूलों में ये काँटे क्‌यूँ हैं
दोनों हाथों में दौलत है
झूठी चिंता दिल में क्‌यूँ है

गगन तुम्हारा भूमि तुम्हारी फिर भी तू क्‌यूँ करे लड़ाई -2

ख़ुद पे हिम्मत रखना ज़रा फिर तो सब कुछ है तेरा

सुख में सारी दुनिया तेरे पीछे-पीछे रहती है

महकी-महकी कलियाँ तुझको मोहन-मोहन कहती हैं

जब तक तुझ में हिम्मत है कुछ न बिगड़ने वाला है

( ऊपरवाला मालिक है वो सबका रखवाला है
विजय जो क़िस्मत पर पाये वोही हिम्मतवाला है ) -2
भूमि पर atom bomb क्‌यूँ हैं
फूलों में ये काँटे क्‌यूँ हैं
दोनों हाथों में दौलत है
झूठी चिंता दिल में क्‌यूँ है

ūparvālā mālik hai vo sabkā rakhvālā hai

vijay jo qismat par pāye vohī himmatvālā hai

bhūmi par atom bomb k‌yūṇ haiṅ

phūloṅ meṅ ye kāṇṭe k‌yūṇ haiṅ

donoṅ hāthoṅ meṅ daulat hai

jhūṭhī chiṅtā dil meṅ k‌yūṇ hai

ūparvālā mālik hai vo sabkā rakhvālā hai
vijay jo qismat par pāye vohī himmatvālā hai

māṭī meṅ se ham āye haiṅ hamko māṭī meṅ milnā hai -2

vohī ākhir jītegā man meṅ jiske moh nahīṅ

hāth meṅ ṭhoṛā paisā hai to duniyā uskā ghar mānā

kab tak dam hai bāṇṭ do dhan ko k‌yā khonā aur k‌yā pānā

uskā sadā bharosā kar jisne tujhe sambhālā hai

ūparvālā mālik hai vo sabkā rakhvālā hai
vijay jo qismat par pāye vohī himmatvālā hai
bhūmi par atom bomb k‌yūṇ haiṅ
phūloṅ meṅ ye kāṇṭe k‌yūṇ haiṅ
donoṅ hāthoṅ meṅ daulat hai
jhūṭhī chiṅtā dil meṅ k‌yūṇ hai

gagan tumhārā bhūmi tumhārī phir bhī tū k‌yūṇ kare laṛāī -2

khud pe himmat rakhnā zarā phir to sab kuchh hai terā

sukh meṅ sārī duniyā tere pīchhe-pīchhe rahtī hai

mahkī-mahkī kaliyāṇ tujhko mohan-mohan kahtī haiṅ

jab tak tujh meṅ himmat hai kuchh na bigaṛne vālā hai

( ūparvālā mālik hai vo sabkā rakhvālā hai
vijay jo qismat par pāye vohī himmatvālā hai ) -2
bhūmi par atom bomb k‌yūṇ haiṅ
phūloṅ meṅ ye kāṇṭe k‌yūṇ haiṅ
donoṅ hāthoṅ meṅ daulat hai
jhūṭhī chiṅtā dil meṅ k‌yūṇ hai