Oopar vaale o oopar vaale teraa javaab naheen

ऊपर वाले ओ ऊपर वाले तेरा जवाब नहीं
Work
Year
Language

ऊपर वाले -2
ओ ऊपर वाले तेरा जवाब नहीं -2
कब दे क्‌या दे हिसाब नहीं
को: ऊपर वाले तेरा जवाब …

कि: तेरी मेहरबानियों का जवाब नहीं
ऊपर वाले तेरा जवाब …

मुझको बीवी का प्यार दिया
जन्नत जैसा घर-बार दिया -2
ल: हर हाल में ख़ुश रहता है तू
दरिया की तरह बहता है तू
कि: ओ तू नहीं तुम नहीं आप मैं
अरे दो बेटों का बाप मैं
इससे बड़ा कोई ख़िताब नहीं
ऊपर वाले तेरा जवाब …

तू एक हाथ से लेता है तो सौ हाथों से देता है -2
इस दिल को दिए अरमान बड़े मुझ पर हैं तेरे एहसान बड़े
कुछ लोग हैं जूतों को रोते -2
कुछ लोगों के पाँव नहीं होते
मेरा हाल इतना ख़राब नहीं
ऊपर वाले तेरा जवाब …

तारीफ़ करूँ तेरी कैसे कड़की में भेज दिए पैसे -2
हिम्मत का मुझे पैग़ाम दिया मेहनत का मुझे ईनाम दिया
दुख-सुख साथी हैं दुनिया में -2
फूलों-कलियों की बगिया में
काँटे भी है सिर्फ़ गुलाब नहीं
ऊपर वाले तेरा जवाब …

ūpar vāle -2
o ūpar vāle terā javāb nahīṅ -2
kab de k‌yā de hisāb nahīṅ
ko: ūpar vāle terā javāb …

ki: terī meharbāniyoṅ kā javāb nahīṅ
ūpar vāle terā javāb …

mujhko bīvī kā pyār diyā
jannat jaisā ghar-bār diyā -2
la: har hāl meṅ khuśh rahtā hai tū
dariyā kī tarah bahtā hai tū
ki: o tū nahīṅ tum nahīṅ āp maiṅ
are do beṭoṅ kā bāp maiṅ
isse baṛā koī khitāb nahīṅ
ūpar vāle terā javāb …

tū ek hāth se letā hai to sau hāthoṅ se detā hai -2
is dil ko die armān baṛe mujh par haiṅ tere ehsān baṛe
kuchh log haiṅ jūtoṅ ko rote -2
kuchh logoṅ ke pāṇv nahīṅ hote
merā hāl itnā kharāb nahīṅ
ūpar vāle terā javāb …

tārīf karūṇ terī kaise kaṛkī meṅ bhej die paise -2
himmat kā mujhe paiġhām diyā mehnat kā mujhe īnām diyā
dukh-sukh sāthī haiṅ duniyā meṅ -2
phūloṅ-kaliyoṅ kī bagiyā meṅ
kāṇṭe bhī hai sirf gulāb nahīṅ
ūpar vāle terā javāb …