ऊंची है बुइल्दिन्ग लिफ़्त तेरी बंद है
ऊंची है building lift तेरी बंद है
कैसे मैं आऊं दिल रज़ामंद है
आजा आजा आजा band बाजा लेके आजा
तेरी याद सताए दूल्हे राजा अब तो आजा
कैसे मैं आऊं …
तेरे वास्ते दौड़ कर आऊंगा मैं
सौ सीढ़ियों को भी चढ़ जाऊंगा मैं
तू मेरा दिलबर है आना पड़ेगा
तुझे मेरा नखरा उठाना पड़ेगा
आया तूफ़ान है मुश्किल में जान है
आना मैं चाहूं दिल बेईमान है
ऊंची है building …
तू आगे आगे मैं पीछे पीछे
चुम्बक की तरह तू मुझको खींचे
कहां जा रहा है अंखियों को मींचे
micheal की cycle के आएगा नीचे
उतनी ही दूर तू जितनी करीब है
आँख मारती है लड़की अजीब है
मुम्बई बंद है train नहीं चलती
बिजली बंद है बती भी गुल है
कैसे मैं आऊं …
ūṅchī hai building lift terī baṅd hai
kaise maiṅ āūṅ dil razāmaṅd hai
ājā ājā ājā band bājā leke ājā
terī yād satāe dūlhe rājā ab to ājā
kaise maiṅ āūṅ …
tere vāste dauṛ kar āūṅgā maiṅ
sau sīṛhiyoṅ ko bhī chaṛh jāūṅgā maiṅ
tū merā dilbar hai ānā paṛegā
tujhe merā nakhrā uṭhānā paṛegā
āyā tūfān hai muśhkil meṅ jān hai
ānā maiṅ chāhūṅ dil beīmān hai
ūṅchī hai building …
tū āge āge maiṅ pīchhe pīchhe
chumbak kī tarah tū mujhko khīṅche
kahāṅ jā rahā hai aṅkhiyoṅ ko mīṅche
micheal kī cycle ke āegā nīche
utnī hī dūr tū jitnī karīb hai
āṇkh mārtī hai laṛkī ajīb hai
mumbaī baṅd hai train nahīṅ chaltī
bijlī baṅd hai batī bhī gul hai
kaise maiṅ āūṅ …