ऊंचे नीचे पर्वतों के साए ... हरे भरे पेड़ हैं
हे हे हे आ हा हा
ऊंचे नीचे पर्वतों के साए में है गांव
हरे भरे पेड़ हैं और घनी छांव
है यही दुनिया मेरी जो पहाड़ों से घिरी
रास्ता देखे तेरा पिया
हरे भरे पेड़ हैं …
झरनों में चाँदी सा पानी गुनगुनाए कोई धुन सुहानी
तू है राही दूर का आ के दो पल यहां ठहर जा
तू जो आएगा यहां चैन पाएगा यहां
लग जाएगा यहां तेरा जिया
हरे भरे पेड़ हैं …
हैरान हूँ मैं परदेसी मैने देखी थी बस्ती ऐसी
खिल गई दिल की कली महकी महकी सी है ज़िंदगी
तुझे मेरी है कसम यहीं तू रह जा सनम
भूल जाएगा तू ग़म होता है क्या
हरे भरे पेड़ हैं …
he he he ā hā hā
ūṅche nīche parvtoṅ ke sāe meṅ hai gāṅv
hare bhare peṛ haiṅ aur ghanī chhāṅv
hai yahī duniyā merī jo pahāṛoṅ se ghirī
rāstā dekhe terā piyā
hare bhare peṛ haiṅ …
jharnoṅ meṅ chāṇdī sā pānī gungunāe koī dhun suhānī
tū hai rāhī dūr kā ā ke do pal yahāṅ ṭhahar jā
tū jo āegā yahāṅ chain pāegā yahāṅ
lag jāegā yahāṅ terā jiyā
hare bhare peṛ haiṅ …
hairān hūṇ maiṅ pardesī maine dekhī thī bastī aisī
khil gaī dil kī kalī mahkī mahkī sī hai ziṅdgī
tujhe merī hai kasam yahīṅ tū rah jā sanam
bhūl jāegā tū ġham hotā hai kyā
hare bhare peṛ haiṅ …