Om shaanti ... aae hain duaaen dene

ओम शांति ... आए हैं दुआएं देने
Work
Year
Language

ओम शांति शांति ओम शान्ति शान्ति
हूहा -4 ( जैहो ) -4
हैं बहुत तरसे हैं दर्शन को ( आए हैं दूर से हम तो ) -2
आ कुछ देने को कुछ लेने को ( आए हैं दूर से हम तो ) -2
मुबारक हो मेरे सरकार मेरे सरकार आपकी तो ( जैहो ) -3

( आए हैं दुआएं देने आपकी बलाएं लेने
ज़िन्दगी हमारी ले लो ऐश करो खाओ खेलो ( जियो जी ) -5
हाँ जब तलक जी चाहे जियो जियो जी ) -2

होऊं पता अब चला है
यूँ क्‌यूँ हो गया ( ज़माना दीवाना तुम्हारा ) -2
हे हे बना दे कभी मिटा दे कभी तुम्हारा ज़रा सा इशारा
चले हुक़ूमत यहाँ तुम्हारी फ़िदा है तुमपे दुनिया सारी -2
क्‌या कहने आपकी तो अरे बोलो न ( जैहो ) -3
किसी को बना के जियो किसी को मिटा के जियो
हाँ किसी को बना के जियो किसी को मिटा के जियो
ज़िन्दगी हमारी ले लो …

हे जो पहले कभी किसी ने न दी ( वो सौग़ात हम आज देंगे ) -2
तुम्हें उम्र भर दोबारा कहीं पुजारी ना ऐसे मिलेंगे
सैकड़ों बेचारे आए ज़िन्दगी के मारे आए
क्‌या कहने आपकी तो अरे बोलो न ( जैहो ) -3
लोग आते जाते रहें आप मुस्कुराते रहें
हाँ लोग आते जाते रहें आप मुस्कुराते रहें
ज़िन्दगी हमारी ले लो …

ओम शांति

om śhāṅti śhāṅti om śhānti śhānti
hūhā -4 ( jaiho ) -4
haiṅ bahut tarse haiṅ darśhan ko ( āe haiṅ dūr se ham to ) -2
ā kuchh dene ko kuchh lene ko ( āe haiṅ dūr se ham to ) -2
mubārak ho mere sarkār mere sarkār āpkī to ( jaiho ) -3

( āe haiṅ duāeṅ dene āpkī balāeṅ lene
zindgī hamārī le lo aiśh karo khāo khelo ( jiyo jī ) -5
hāṇ jab talak jī chāhe jiyo jiyo jī ) -2

hoūṅ patā ab chalā hai
yūṇ k‌yūṇ ho gayā ( zamānā dīvānā tumhārā ) -2
he he banā de kabhī miṭā de kabhī tumhārā zarā sā iśhārā
chale huqūmat yahāṇ tumhārī fidā hai tumpe duniyā sārī -2
k‌yā kahne āpkī to are bolo na ( jaiho ) -3
kisī ko banā ke jiyo kisī ko miṭā ke jiyo
hāṇ kisī ko banā ke jiyo kisī ko miṭā ke jiyo
zindgī hamārī le lo …

he jo pahle kabhī kisī ne na dī ( vo sauġhāt ham āj deṅge ) -2
tumheṅ umr bhar dobārā kahīṅ pujārī nā aise mileṅge
saikaṛoṅ bechāre āe zindgī ke māre āe
k‌yā kahne āpkī to are bolo na ( jaiho ) -3
log āte jāte raheṅ āp muskurāte raheṅ
hāṇ log āte jāte raheṅ āp muskurāte raheṅ
zindgī hamārī le lo …

om śhāṅti