ओम हे परमपिता परमेश्वर ऐसी जाग्रति पैदा कर्
ओम हे परमपिता परमेश्वर ऐसी जाग्रति पैदा कर
हिंसा की आग बुझ जाए अन्तर में प्यार लहराए
परमपिता परमेश्वर …
भाई चारे की बात चले फिर पूजा हो मानवता की
दुनिया में नया सवेरा हो ढले रात ये दानवता की
वो राम राज्य फिर आए अन्तर में प्रेम लहराए
परमपिता परमेश्वर …
खुशहाली के दिन हों सदा कोई निर्धन अनाथ ना होवे
गंगा जमुना की धरती पर हर मानव सुकून से सोवे
जब कोई भी दुःख पाए अन्तर में प्रेम लहराए
परमपिता परमेश्वर …
om he parampitā parmeśhvar aisī jāgrti paidā kar
hiṅsā kī āg bujh jāe antar meṅ pyār lahrāe
parampitā parmeśhvar …
bhāī chāre kī bāt chale phir pūjā ho mānavtā kī
duniyā meṅ nayā saverā ho ḍhale rāt ye dānavtā kī
vo rām rājy phir āe antar meṅ prem lahrāe
parampitā parmeśhvar …
khuśhhālī ke din hoṅ sadā koī nirdhan anāth nā hove
gaṅgā jamunā kī dhartī par har mānav sukūn se sove
jab koī bhī duḥakh pāe antar meṅ prem lahrāe
parampitā parmeśhvar …