ओ तू सोणी कुड़ी ओ जादू की पुड़ी
ओ तू सोणी कुड़ी ओ जादू की पुड़ी
ओ तू बनके गुड्डी ओ दिल ले के उड़ी
कटके इस आँख मिचौली में तू गिरेगी मेरी झोली में
अच्छी सूरत है चीज़ बुरी ओ
ओ तू सोणी कुड़ी …
हो हो
dance dance dance to the beats of भांगड़ा
pump pump pump pump up the भांगड़ा
मत समझ तू मुझको बेगाना
तेरा आशिक़ हूं मैं दीवाना
तेरा कजरा हूँ तेरा गजरा हूँ
तेरा झुमका हूँ तेरा ठुमका हूँ
तू बरखा है मैं बादल हूँ
हाँ ठीक कहा मैं पागल हूँ
तेरा पीछा नहीं मैं छोड़ूंगा
ये फूल तो मैं ही तोड़ूंगा
लट्टू की तरह मैं घूमूंगा
तेरे कदमों को मैं चूमूंगा
कल परसों में या बरसों में
ले जाऊंगा तुझको सरसों में
तेरे नाम से मेरा नाम जुड़ा
तेरी जान से मेरी जान जुड़ी ओ
ओ तू सोणी कुड़ी …
मैं hero हूं या joker हूँ
कुछ भी हूँ तेरा नौकर हूँ
तू चलती है क्यूं सड़कों पर
आ तुझे बिठा लूं पलकों पर
दिल आने दे दिल जाने दे
हम दोनों को मिल जाने दे
गिर जाएगी दीवार न बन
तू लड़की है तलवार न बन
मैने तेरा हाथ भी देखा है
उसमें मेरे प्यार की रेखा है
कुड़ियां ते वेखियां ने बड़ियां
पर तूने लगा दी हथकड़ियां
मेरा चैन गया वापस न मुड़ा
मेरी नींद गई वापस न मुड़ी
ओ तू सोणी कुड़ी …
o tū soṇī kuṛī o jādū kī puṛī
o tū banke guḍḍī o dil le ke uṛī
kaṭke is āṇkh michaulī meṅ tū giregī merī jholī meṅ
achchhī sūrat hai chīz burī o
o tū soṇī kuṛī …
ho ho
dance dance dance to the beats of bhāṅgaṛā
pump pump pump pump up the bhāṅgaṛā
mat samajh tū mujhko begānā
terā āśhiq hūṅ maiṅ dīvānā
terā kajrā hūṇ terā gajrā hūṇ
terā jhumkā hūṇ terā ṭhumkā hūṇ
tū barkhā hai maiṅ bādal hūṇ
hāṇ ṭhīk kahā maiṅ pāgal hūṇ
terā pīchhā nahīṅ maiṅ chhoṛūṅgā
ye phūl to maiṅ hī toṛūṅgā
laṭṭū kī tarah maiṅ ghūmūṅgā
tere kadmoṅ ko maiṅ chūmūṅgā
kal parsoṅ meṅ yā barsoṅ meṅ
le jāūṅgā tujhko sarsoṅ meṅ
tere nām se merā nām juṛā
terī jān se merī jān juṛī o
o tū soṇī kuṛī …
maiṅ hero hūṅ yā joker hūṇ
kuchh bhī hūṇ terā naukar hūṇ
tū chaltī hai kyūṅ saṛkoṅ par
ā tujhe biṭhā lūṅ palkoṅ par
dil āne de dil jāne de
ham donoṅ ko mil jāne de
gir jāegī dīvār na ban
tū laṛkī hai talvār na ban
maine terā hāth bhī dekhā hai
usmeṅ mere pyār kī rekhā hai
kuṛiyāṅ te vekhiyāṅ ne baṛiyāṅ
par tūne lagā dī hathkaṛiyāṅ
merā chain gayā vāpas na muṛā
merī nīṅd gaī vāpas na muṛī
o tū soṇī kuṛī …