ओ ताक धिना धिन ... सुन मेरे बंधू ... नाच नचाए रुपैया
कु: ओ ताक धिना धिन ता ता थैया
को: ताक धिना धिन -2
कु: ओ ताक धिना धिन ता ता थैया
सुन मेरे बंधू सुन मेरे भैया
नाच नचाए रुपैया -2
क्यों जी सच कहा या झूठ कहा -2
को: तूने सच कहा हाँ जी सच कहा -2
कु: ओ ताक धिना धिन …
लड़की ग़रीब की घर जो आए
सासू जी नाक चढ़ाए
ओए माल ख़ज़ाना साथ जो लाए
ससुरी सिर पे बिठाए
क्यूँ नारी है एक खिलौना
माटी मोल बिके क्यों सोना
एक जगह तुम देख लो यारों -2
कैसी धूप और छैया
को: नाच नचाए रुपैया -2
कु: रोज़ दहेज़ के होवें झगड़े
जलते हैं नारी के कपड़े
रपट करो दरोगा अकड़े
मुजरिम को कौन पकड़े
बात पते की कहे दीवाना
आज नहीं है वो ज़माना
इक पलड़े में नारी बैठे -2
और दूजे में रुपैया
को: नाच नचाए रुपैया -2
ku: o tāk dhinā dhin tā tā thaiyā
ko: tāk dhinā dhin -2
ku: o tāk dhinā dhin tā tā thaiyā
sun mere baṅdhū sun mere bhaiyā
nāch nachāe rupaiyā -2
kyoṅ jī sach kahā yā jhūṭh kahā -2
ko: tūne sach kahā hāṇ jī sach kahā -2
ku: o tāk dhinā dhin …
laṛkī ġharīb kī ghar jo āe
sāsū jī nāk chaṛhāe
oe māl khazānā sāth jo lāe
sasurī sir pe biṭhāe
kyūṇ nārī hai ek khilaunā
māṭī mol bike kyoṅ sonā
ek jagah tum dekh lo yāroṅ -2
kaisī dhūp aur chhaiyā
ko: nāch nachāe rupaiyā -2
ku: roz dahez ke hoveṅ jhagaṛe
jalte haiṅ nārī ke kapaṛe
rapaṭ karo darogā akaṛe
mujrim ko kaun pakaṛe
bāt pate kī kahe dīvānā
āj nahīṅ hai vo zamānā
ik palaṛe meṅ nārī baiṭhe -2
aur dūje meṅ rupaiyā
ko: nāch nachāe rupaiyā -2