O sansaar banaane vaale ... hamen itnaa bataa de bhagvaan

ओ संसार बनाने वाले ... हमें इतना बता दे भगवान्
Year
Language

ओ संसार बनाने वाले हो सबके भगवान
तुझे न आई लाज छीन कर एक कली के प्राण

हो ओ हमें इतना बता दे भगवान -2
यहाँ मरता है क्‌यों इनसान -2
तू देकर क्‌यों लेता है जान
यहाँ मरता है …
हाय यहाँ मरता है …

तू ही माटी से पुतला बनाता है -2
कई रंगों से उसको सजाता है
फिर बनाकर मिटाने में ओ देवता -2
कौन सी बढ़ी है तेरी शान
हमें इतना बता दे …

तुझे भगवान होने का अभिमान है -2
सभी दुखियों के दुख से तू अनजान है
जब न आती है तुझको किसी पर दया -2
काहे कहलाए करुणानिधान
हमें इतना बता दे …

o saṅsār banāne vāle ho sabke bhagvān
tujhe na āī lāj chhīn kar ek kalī ke prāṇ

ho o hameṅ itnā batā de bhagvān -2
yahāṇ martā hai k‌yoṅ insān -2
tū dekar k‌yoṅ letā hai jān
yahāṇ martā hai …
hāy yahāṇ martā hai …

tū hī māṭī se putlā banātā hai -2
kaī raṅgoṅ se usko sajātā hai
phir banākar miṭāne meṅ o devtā -2
kaun sī baṛhī hai terī śhān
hameṅ itnā batā de …

tujhe bhagvān hone kā abhimān hai -2
sabhī dukhiyoṅ ke dukh se tū anjān hai
jab na ātī hai tujhko kisī par dayā -2
kāhe kahlāe karuṇānidhān
hameṅ itnā batā de …