O saajnaa na poochh mujhse pyaar k‌yaa hai

ओ साजना न पूछ मुझसे प्यार क्‌या है
Work
Year
Language

ओ साजना न पूछ मुझसे प्यार क्‌या है
किताबें दिल में पढ़ के देख ले
कि ( प्यार क्‌या है ) -2

तारों से रात को जब दिल की बात हो
जान लो कि जिया खो गया
कि दिल्लगी में दिल किसी का हो गया
ओ साजना न पूछ …

सपनों में हर घड़ी आते जो अजनबी
जान लो कि अब तो नींद भी गई
कि अपनी रात भी पराई
ओ साजना न पूछ …

o sājnā na pūchh mujhse pyār k‌yā hai
kitābeṅ dil meṅ paṛh ke dekh le
ki ( pyār k‌yā hai ) -2

tāroṅ se rāt ko jab dil kī bāt ho
jān lo ki jiyā kho gayā
ki dillgī meṅ dil kisī kā ho gayā
o sājnā na pūchh …

sapnoṅ meṅ har ghaṛī āte jo ajanbī
jān lo ki ab to nīṅd bhī gaī
ki apnī rāt bhī parāī
o sājnā na pūchh …